saaye mein sayyida ke سائے میں سیّدہ کے. سائے میں سیّدہ کے عزادار...

Post on 01-Apr-2015

225 Views

Category:

Documents

5 Downloads

Preview:

Click to see full reader

TRANSCRIPT

Saaye mein Sayyida ke

ےسائ میں �د ک ےسی ہ

�د ک عزادار ےسائ میں سی ہ ےیں گ ےر ہ

Saaye mein Saiyada ke azadar rahain ge

Under the protection of Saiyada we shall forever mourn Hussain

و گا سوا نیز پ ہجب ے ہخرشید قیامت

Jab ho ga sawa nezay pe khursheed qayamat

Even when judgment day is upon us

�د ک عزادار ےسائ میں سی ہ ےیں گ ےر ہ

Saaye mein Saiyada ke azadar rahain ge

Under the protection of Saiyada we shall forever mourn Hussain

�یرکا ی چال جائ گا شّب ےبڑھتا ہماتم

Barhta hi chala jaye ga Shabbir ka matum

This mourning for Shabbir shall only keep increasing

ےآئ جو غم ش ک علمدار ہ ےیں گ ےر ہ

Aaye jo gham-e-sheh ke alamdar rahain ge

The flag bearer for the Imam shall always be alive

�د ک عزادار ےسائ میں سی ہ ےیں گ ےر ہ

Saaye mein Saiyada ke azadar rahain ge

Under the protection of Saiyada we shall forever mourn Hussain

ےم قّبر میں سو جائیں گ ہخّبری س ےجب ب ے

Hum qabr mein so jayain ge jab bekhabri se

Even when we finally sleep in our grave in peace

ےماتم ک نشان روح میں یں گ ےبیدار ر ہ

Matum ke nishan rooh mein bedar rahain ge

The marks of our lamentation shall be visible in our soul

�د ک عزادار ےسائ میں سی ہ ےیں گ ےر ہ

Saaye mein Saiyada ke azadar rahain ge

Under the protection of Saiyada we shall forever mourn Hussain

ونا ہےر چیز کو دنیا میں فنا ہ ہاک دن

Har cheez ko dunya mein fana hona hai ik din

Everything in this world shall come to an end one day

یں �یر ک آثار ر ہقایم غم شّب ےےگ

Qayam gham-e-Shabbir ke aasar rahain ge

The signs of Shabbir’s remembrance shall forever survive

�د ک عزادار ےسائ میں سی ہ ےیں گ ےر ہ

Saaye mein Saiyada ke azadar rahain ge

Under the protection of Saiyada we shall forever mourn Hussain

�یر ن �ت میں اگر مجلس شّب ہجنہوگی

Jannat mein agar majlis-e-Shabbir na ho gi

If in paradise there is no commemoration for Shabbir

ل عزا خلد س بیزار ےم ا ہ ہیں گ ےر ہ

Hum ahl-e-aza khuld se bezaar rahain ge

Mourners like us shall stay weary of paradise

�د ک عزادار ےسائ میں سی ہ ےیں گ ےر ہ

Saaye mein Saiyada ke azadar rahain ge

Under the protection of Saiyada we shall forever mourn Hussain

ےاک بار ذرا نام علی ل ک تو ےدیکھو

Ik baar zara naam-e Ali le ke to dekho

Just once try calling Ali’s name

ر بار ہمشکل میں مددگار و ہیں گ ےر ہ

Mushkil mein madadgar woh har baar rahain ge

In your difficulty he will always come to your aid

�د ک عزادار ےسائ میں سی ہ ےیں گ ےر ہ

Saaye mein Saiyada ke azadar rahain ge

Under the protection of Saiyada we shall forever mourn Hussain

ے زینب کا کھل سر بھر ےبازار میں جانا

Zainab ka khulay sar bharay bazaar mein jana

The going of Zainab through the market without a veil

ےسج�اد اسی درد س بیمار یں گ ےر ہ

Sajjad issi dard se beemar rahain ge

Sajjad shall forever be ailing because of it

�د ک عزادار ےسائ میں سی ہ ےیں گ ےر ہ

Saaye mein Saiyada ke azadar rahain ge

Under the protection of Saiyada we shall forever mourn Hussain

ہو مشک کا چھدنا و سکین کا ہ ہبلکنا

Woh mashk ka chhidna woh Sakina ka bilakna

The tearing of the water-bag, the crying of Sakina

�اس ک سین پ سدا وار ہعّب ے ےیں گ ےر ہ

Abbas ke seenay peh sada waar rahain ge

The pain shall forever stay in Abbas’s heart

top related