sample copy. not for distribution. - educreation copy. not for distribution. vi acknowledgement i...

23
Sample Copy. Not For Distribution.

Upload: duongque

Post on 19-Mar-2018

217 views

Category:

Documents


2 download

TRANSCRIPT

Page 1: Sample Copy. Not For Distribution. - Educreation Copy. Not For Distribution. vi Acknowledgement I acknowledge all of my friends and family members for their support in making this

Sample Copy. Not For Distribution.

Page 2: Sample Copy. Not For Distribution. - Educreation Copy. Not For Distribution. vi Acknowledgement I acknowledge all of my friends and family members for their support in making this

i

Kuch Baatein

Sample Copy. Not For Distribution.

Page 3: Sample Copy. Not For Distribution. - Educreation Copy. Not For Distribution. vi Acknowledgement I acknowledge all of my friends and family members for their support in making this

ii

Publishing-in-support-of,

EDUCREATION PUBLISHING

RZ 94, Sector - 6, Dwarka, New Delhi - 110075 Shubham Vihar, Mangla, Bilaspur, Chhattisgarh - 495001

Website: www.educreation.in __________________________________________________

© Copyright, Author

All rights reserved. No part of this book may be reproduced, stored in a retrieval system, or transmitted, in any form by any means, electronic, mechanical, magnetic, optical, chemical, manual, photocopying, recording or otherwise, without the prior written consent of its writer.

ISBN: 978-1-61813-622-0

Price: ` 165.00

The opinions/ contents expressed in this book are solely of the author and do not represent the opinions/ standings/ thoughts of Educreation.

Printed in India

Sample Copy. Not For Distribution.

Page 4: Sample Copy. Not For Distribution. - Educreation Copy. Not For Distribution. vi Acknowledgement I acknowledge all of my friends and family members for their support in making this

iii

Kuch Baatein

Nidhi Mishra

EDUCREATION PUBLISHING (Since 2011)

www.educreation.in

Sample Copy. Not For Distribution.

Page 5: Sample Copy. Not For Distribution. - Educreation Copy. Not For Distribution. vi Acknowledgement I acknowledge all of my friends and family members for their support in making this

iv

Sample Copy. Not For Distribution.

Page 6: Sample Copy. Not For Distribution. - Educreation Copy. Not For Distribution. vi Acknowledgement I acknowledge all of my friends and family members for their support in making this

v

About Author

Er. Nidhi Mishra, born and raised in Rewa city of

Madhya Pradesh. Currently, she is a part of the print

media industry. The city is also known as land of white

tigers. After graduating from one of the reputed institute

of state in Bhopal, she moved to hometown Rewa and

joined print media industry. She takes care of media

communication activities and give recommendations for

future business growth.

Following her latent talent, she started writing

poems from her school days and still she utilizes her

leisure time to write poem/shayaris. Along with a

technical degree keeping her passion alive she wrote

many poems/shayaris which she presented in inter and

intra-college level.

Apart from writing, she is also passionate about

fashion, acting and modeling. She was an activist in inter

and intra-colleges fashion festivals and extracurricular

activities. She was also nominated from city Bhopal

round auditions and represented Madhya Pradesh in

national auditions held in Delhi conducted by one of the

well-known fashion agency.

The writing of this book is a part of her work and

she is also working on her next book.

P

Sample Copy. Not For Distribution.

Page 7: Sample Copy. Not For Distribution. - Educreation Copy. Not For Distribution. vi Acknowledgement I acknowledge all of my friends and family members for their support in making this

vi

Acknowledgement

I acknowledge all of my friends and family members for

their support in making this book a reality. I am also

grateful to my work colleagues who inspired me directly

or indirectly to bring something useful from my passion.

Also, to all individuals behind the curtain to push and

motivate constantly and helped to refine content.

I would like to extend this gratitude to Educreation

Publishers for publishing my book. And at last, thanks to

all readers for choosing my book.

P

Sample Copy. Not For Distribution.

Page 8: Sample Copy. Not For Distribution. - Educreation Copy. Not For Distribution. vi Acknowledgement I acknowledge all of my friends and family members for their support in making this

vii

Preface

‘Kuch Baatein..’ is part of author’s work in poem and

shayari. The content of this book reflects different stages

in a life of an individual. The author tried to portrait

someone going through college, childhood, love,

heartbreak etc. She tried to visualize feelings like

inspiration, depression, remembering good times and

sometimes finding answers to what happened and why.

This book is relevant for all age groups. All age

group will find something useful in this book. Two and

four line shayaris are also included in this book, hope

these will serve emotions in the more vibrant way.

Hope readers will find this book slightly different

from the mainstream.

P

Sample Copy. Not For Distribution.

Page 9: Sample Copy. Not For Distribution. - Educreation Copy. Not For Distribution. vi Acknowledgement I acknowledge all of my friends and family members for their support in making this

viii

For My Loving Parents

Wo pehli pehli baar jab school chali thi mai,

Papa-chacha ki ungliyo ko thaame hue

school chali thi mai,

Wo school ka pehla din wo mera chote chote

haaton se kitaabo ko kholna,

Wo teacher ko dekh ke baar baar rona,

Wo baar-baar class me mummy ko

yaad karna,

Aur phir halke haaton se apna

lunch box kholna,

Wo teacher ko dekh ke phir meri aankho me

aasu bhar jaana,

Wo papa ko aate dekh yu mera

chehra khushi se khil jaana,

Aisi thi harkat meri jab mai school chali thi.

P

Sample Copy. Not For Distribution.

Page 10: Sample Copy. Not For Distribution. - Educreation Copy. Not For Distribution. vi Acknowledgement I acknowledge all of my friends and family members for their support in making this

ix

“Man needs difficulties in life because they are

necessary to enjoy the success.”

- APJ Abdul Kalam Azad

Sample Copy. Not For Distribution.

Page 11: Sample Copy. Not For Distribution. - Educreation Copy. Not For Distribution. vi Acknowledgement I acknowledge all of my friends and family members for their support in making this

Sample Copy. Not For Distribution.

Page 12: Sample Copy. Not For Distribution. - Educreation Copy. Not For Distribution. vi Acknowledgement I acknowledge all of my friends and family members for their support in making this

Nidhi Mishra

1

O Soctha hu tere bin ishteharo ko hua kya hai,

Jo saare dawakhano par sehatmand khade hai to,

Beemaaro ko hua kya hai,

Jo khabar hai har uss khabar ke peeche khabar hai,

Ye to sach hai ki gareebi ghati hai par uski “asli

wajah kya hai”

Sookha hai aur sookhta hi jaata hai mera desh bhi

aur iski jameen bhi,

Na jaane saawan ki barish me bura kya hai,

Jitna peete hai pyaas badhti hi jaati hai,

Tere iraado se ulat jaane ki sajaa kya hai,

Sochta hu tere bin ishtehaaro ko hua kya hai,

Sab kuch aakhir “Sach” chhapta hai,

To in akhbaaro ko hua kya hai.

O

Sample Copy. Not For Distribution.

Page 13: Sample Copy. Not For Distribution. - Educreation Copy. Not For Distribution. vi Acknowledgement I acknowledge all of my friends and family members for their support in making this

Kuch Baatein

2

O Kabhi vichar ke alankar se,

Kabhi band galiyare se,

Koi dhund raha hai tumhe,

Kosish kar pure jee jaan se,

Jaante hai sab usse,

"Zindagi'' ke naam se.......

Khul kar jiyo usse, wo tumhari hi hai kab se,

Jis din dhondh liya tumne usko,

Tab samagh jayega kya hota h

matlab shabd “Rab” se.

O

Sample Copy. Not For Distribution.

Page 14: Sample Copy. Not For Distribution. - Educreation Copy. Not For Distribution. vi Acknowledgement I acknowledge all of my friends and family members for their support in making this

Nidhi Mishra

3

O Kabhi dil toote to kabhi khwaab toote,

Na jaane kitne tukdon me armaan toote,

Har tukda aaina hai meri jindagi ka,

Har aaine ke sath lakhon jazbaat toote.

O Galat shak se bhi aksar toot jaate hai riste,

Kasoor har baar galtiyo ka nahi hota.

O Fareeb tha hasi me aashiqi samajh baithe,

Maut ko hi hum apni jindagi samajh baithe,

Waqt ka majaak tha ya badnaseebi humaari,

Unki do baato ko mohabbat samajh baithe.

O Bawajood iske ke har mausam ka maza leta hu,

Mai aksar tab hi likhta hu jab khud se kafa hota hu.

O

Sample Copy. Not For Distribution.

Page 15: Sample Copy. Not For Distribution. - Educreation Copy. Not For Distribution. vi Acknowledgement I acknowledge all of my friends and family members for their support in making this

Kuch Baatein

4

O Tu meri nazm ka ek harf hai shayad,

Mujhe dekh yu muskuraaya na kar,

Tu meri zubaan ka koi lafz hai shayad,

Meri kahaniyo me yu aaya na kar,

Tu mere panno par darz ek kavita hai shayad,

Mujhe yaad kr akele yu gungunaaya na kar,

Har antaraa mera tu hi hai shayad,

Kabhi muskurahat to kabhi aankho me

paani ban kar,

Tu har pal sath hai mere shayad,

Kabhi gungunaahat to kbhi parchayin ban kr.

O Ab kisi aur se pyar na ho paayega,

Ab yu kisi ka intazaar na ho paayega,

Tune toda jo dil mera ki ye duniya hi

jhoothi lagne lagi,

Ki ab mere hontho ki muskuraahat kisi aur

ki na ho paayegi.

O

Sample Copy. Not For Distribution.

Page 16: Sample Copy. Not For Distribution. - Educreation Copy. Not For Distribution. vi Acknowledgement I acknowledge all of my friends and family members for their support in making this

Nidhi Mishra

5

O Aap to saare jamaane ke the humaare siwa,

Par hum kisi aur ke na ho paaye aapke siva,

Bataane ko to sab bata chuke tujhe,

Bas ye samajh samajh ka fer hai.

O Galti meri hi thi,

Usne mujhe chaha hi nahi,

Aur mai pyar samajh baithi,

Galti meri hi thi,

Uski hr pal ki muskuraahat ko,

Mai aitbaar samajh baithi,

Galti meri hi thi,

Wo to har baat pr haan karta tha,

Mai hi iqraar samjh baithi,

Galti meri hi thi,

Usne mujhse jada ehimiyat di mere dosto ko,

Mai uski is ada ko mazaak samjh baithi,

Galti meri hi thi,

Usne kaha bhi tha koi aur hai meri jindagi me,

Mai hi khud ko uski zindagi samajh baithi,

Galti meri hi thi.

O

Sample Copy. Not For Distribution.

Page 17: Sample Copy. Not For Distribution. - Educreation Copy. Not For Distribution. vi Acknowledgement I acknowledge all of my friends and family members for their support in making this

Kuch Baatein

6

O Choti choti si baato pe unhe

sath chhodne ki aadat thi,

Dusro ke saamne hume jaleel karne ki

unki aadat thi,

Hum to unki har galti ko nadani samajh ke

maaf karte gaye,

Lekin unhe ghamand me choor ho kar

hume dard dene ki aadat thi.

O Ye kis daur pe aaj khadi hu mai,

Jaha se mere apne hi paraaye ho gaye hain,

Jis aagan me mere paida hote hi hariyaali

chaa gaye thi,

Aaj usi aagan ko chhodne ki log baatein

kar rahe hai,

Bachpan me jis maa ko apne peeche

ghumaaya karti thi,

Aaj usi maa ko chhoddne ki log baate kar rahe hai

Jis pita ne bade naajo se mujhe paala tha,

Aaj usi pita ko chhodne ki log baate kr rahe hai,

Jis bhai se pal-pal choti choti baato

ke liye jhagadti hu,

Aaj usi bhai ko chhodne ki log baate kr rahe hai.

O

Sample Copy. Not For Distribution.

Page 18: Sample Copy. Not For Distribution. - Educreation Copy. Not For Distribution. vi Acknowledgement I acknowledge all of my friends and family members for their support in making this

Nidhi Mishra

7

O

Kisi roj agar ek phool bhi mujhe wo de denge,

Wo duniya ka sabse haseen najaara hoga,

Rakhungi saari jindagi use samhaal ke,

Kisi roj poora gulshan mujhe hi khilaana hoga.

O Kal log to honge tmhaare paas ,

Lekin jo sirf tmhaara tha wo insaan kaha hoga,

Kal paise to honge tmhaare pas,

Lekin jo tmhaari choti si khushi pe khush ho jaaye

wo insaan kaha hoga,

Kal dost ye kahenge ki apna khayaal rakhna,

Lekin koi raat bhar jag ke tmhaare ghar pahuchne

ka intezaar kaha karega,

Kal tumhe takleef deke halke se

sorry to sab keh denge,

Lekin jab tak tum maaf na kr do tab

tak koun sorry kahega,

Kal saath dene ko to sab kahenge,

Lekin tmhaare gusse ke baad bhi koi tmhaara sath

de aisa koun karega,

Kal ye duniya bhi hogi ye log bhi honge,

Lekin tumhaari najaro ko jiska intajaar hoga, jaane

wo insaan kaha hoga.

O

Sample Copy. Not For Distribution.

Page 19: Sample Copy. Not For Distribution. - Educreation Copy. Not For Distribution. vi Acknowledgement I acknowledge all of my friends and family members for their support in making this

Kuch Baatein

8

O Koi sulah kara de jindagi ki uljano se,

Badi talab lagi hai aaj muskuraane ki.

O Tum jaisa na koi tha na koi ho sakta hai,

Mere dil ki paheli jo suljha sake

aisa koi nahi ho sakta,

Jo meri muskuraahat ke peeche ke

aasu ko jaan paaye,

Ab aisa koi nahi ho sakta,

Jise saari raat mai apni baatein bata saku,

Ab aisa koi aur nahi ho sakta,

Jiske kandhe me apna sar rakh ke

apna dard bayaa kr saku,

Aisa koi aur nahi ho sakta,

Aaj nafrat to tujhse bahot hai lekin tujh jaisi

mohabbat ho paaye kisi se,

Ab aisa nahi ho sakta.

O

Sample Copy. Not For Distribution.

Page 20: Sample Copy. Not For Distribution. - Educreation Copy. Not For Distribution. vi Acknowledgement I acknowledge all of my friends and family members for their support in making this

Nidhi Mishra

9

O Mohabbat me to log kaaynaat badal dete hai

Aur tum apni fitrat bhi na badal paaye.

O

Mukkadar se lad saku ye meri aukaat nahi,

Mai wo shaksh hu khuda jiske sath nahi,

Waqt aayega to keh denge khuda se,

Mera mukkadar likhna tere bas ki baat nahi.

O Koun kise dil me jagah deta hai,

Ped bhi sukhe patte gira deta hai,

Wakif hai hum duniya ke riwaazo se,

Dil bhar jaaye to har koi bhula deta hai.

O Jakhm bhi aise the jo dikha nahi sakti,

Apne aasu baha bhi nahi sakti,

Tumse pyar karne ki mili hume ye saza,

Kya ye saza thodi kam nahi ho sakti.

O

Sample Copy. Not For Distribution.

Page 21: Sample Copy. Not For Distribution. - Educreation Copy. Not For Distribution. vi Acknowledgement I acknowledge all of my friends and family members for their support in making this

Kuch Baatein

10

O Kya hoti hai tareef koi dil se bata de,

Hai kitne paani me hum koi mil ke bata de.

O Tum rooth jaao mujhse aisa kbhi na karna,

Mai najar ko tarsu aisa kabhi na karna,

Mai pooch pooch haaru sau sau sawaal kar ke,

Tum kuch jawaab naa do aisa kabhi naa karna,

Mujhse hi milkar hasna mujhse hi milke rona,

Mujhse bichad ke jee lo aisa kabhi na karna,

Tum chaand banke rehna mai dekhta rahunga,

Kisi roj tum naa niklo aisa kbhi na krna,

Tum chale jaao jab bhi to dekhunga

tmhaara raasta,

Tum laut ke na aao aisa kabhi na karna.

O Hum yaad rahe to theek varna bhula dena,

Bhool ke jo ho gayi khata to saza dena,

Vaise hum hai kitaab ka khaali panna,

Agar likha jaye to theek varna jala dena.

O

Sample Copy. Not For Distribution.

Page 22: Sample Copy. Not For Distribution. - Educreation Copy. Not For Distribution. vi Acknowledgement I acknowledge all of my friends and family members for their support in making this

Nidhi Mishra

11

Get Complete Book At Educreation Store

www.educreation.in

Sample Copy. Not For Distribution.

Page 23: Sample Copy. Not For Distribution. - Educreation Copy. Not For Distribution. vi Acknowledgement I acknowledge all of my friends and family members for their support in making this

Sample Copy. Not For Distribution.