mir hasan mir nauhas 2012 - 2013

24
Mir Hasan Mir Nauhas 2013

Upload: fazaileahlulbait

Post on 09-Feb-2016

305 views

Category:

Documents


3 download

DESCRIPTION

Nauhas of Mir Hasan Mir 2012 2013

TRANSCRIPT

Page 1: Mir Hasan Mir Nauhas 2012 - 2013

1

Mir Hasan Mir

Nauhas 2013

Page 2: Mir Hasan Mir Nauhas 2012 - 2013

2

Contents

1. Asghar As Ko Lay Kay Gaud Main ................................................................. 3

2. Faras Ki Zeen Say ......................................................................................... 5

3. Ya Aba Ababdillah (as) ................................................................................. 7

4. Ridain Utar Gayeen .................................................................................... 11

5. Kar Madad Meri Baqir (a.s) Beta ................................................................ 13

6. Na Kar Humain Qubool .............................................................................. 15

7. Teri Zahra (sa) Pai Musibat......................................................................... 18

8. Roohi Wa Jismi Lakal Fida .......................................................................... 21

Page 3: Mir Hasan Mir Nauhas 2012 - 2013

3

1. Asghar As Ko Lay Kay Gaud Main Hai Asgar ..........(6)

Asgar Ko Like Godh Mein Kehti Hai Karbala .....

Yeh Woh Ali Hai Jisko Kabhi Ghar Nahi Mila .....(3)

Cheh Mah Ke Garib, Musafir Ko Soup Ke.....

Kehhne Lage Hussain (As) Yeh, Kabre Sagreer Se ....

Rakhna Zara Khayal Mera Tashnadahan Ka.....

Yeh Who Ali Hai Jisko Kabhi Ghar Nahi Mila .....(2)

Madar Yeh Bain Karti Thi Dil Me Hai Yeh Kasak.....

Sugra (S.a.)Tumhari Godh Se Aagosh E Kabr Tak.....

Asgar (A.s.) Ko Maut Ne Kahin Rukne Nahi Diya....

Yeh Who Ali Hai Jisko Kabhi Ghar Nahi Mila .....(2)

Maa Soch Ti Thi Dhalta Hai Din Ho Rahi Hai Sham.....

Jhule Me Laut Aaienga Shayad Who Tashnadahan.....

Lekin Gazab Hua ke Woh Jhula Bhi Jal Gaya.....

Yeh Who Ali Hai Jisko Kabhi Ghar Nahi Mila .....(2)

Galion Me Shehr E Kufa Ke Bazaar E Sham Me.....

Shiri Ke Ghar Kabhi, Kabhi Darbar e Sham Me....

Marne Ke Baad Bhi Abhi Asgar (S.a.) Safar Me Tha....

Yeh Who Ali Hai Jisko Kabhi Ghar Nahi Mila .....(2)

Nanhe Se Sar Ko Naaz Se Bus Takte Rahte The....

Phir Khoon Ro Ke Sayyad E Sajjad (As) Kehte The....

Page 4: Mir Hasan Mir Nauhas 2012 - 2013

4

Main Who Ali Hun Jiska, Bhara Ghar Ujad Gaya.....

Yeh Who Ali Hai Jisko Kabhi Ghar Nahi Mila .....(2)

Jane Laga Watan Jo, Garibon Ka Karwan

Mud Mud Ke Kehti Jaati Thi Ek Khali Godh Ma

Rakhio Sambhal Kar Ise Aai Arze Nainawa

Yeh Woh Ali Hai Jisko Kabhi Ghar Nahi Mila .....(2)

Dar Hai Yeh Phir se koi Sina Par Utha Na Le....

Lipta Hua Hai Abbhi Who Seene Se Baap Ke.....

Ro Ro Ke Keh Rahi Hai Takallum Yeh Karbal....

Yeh Who Ali Hai Jisko Kabhi Ghar Nahi Mila .....(2)

Page 5: Mir Hasan Mir Nauhas 2012 - 2013

5

2. Faras Ki Zeen Say

Faras Ke Zeen Se Beshak Utar Gai Hai Hussain (As) .....(2)

Zameen Dhoond Rahi Hai Kidhar Gaye Hai Hussain (As)

Faras Ke Zeen Se Beshak Utar Gaye Hai Hussain (As) .....(1)

Karenga shimr (La) Ka Khanjar To Sirf Sar Ko Juda .....(2)

Warna Lashae Akbar (A.s.) Pe Mar Gaye Hai Hussain (As)

Faras Ke Zeen Se Beshak Utar Gaye Hai Hussain (As) .....(2)

Sare Burida Kate Hoth Khoon Chehre Par .....(2)

Ajeeb Haal Mein Sherin Ke Ghar Gaye Hai Hussain (As)

Faras Ke Zeen Se Beshak Utar Gaye Hai Hussain (As) .....(2)

Mai Milne Sham Ke Zindan Me Aaunga Tujhse .....(2)

Yeh Baat Aakhri Beti Se Kar Gaye Hai Hussain (A.s)

Faras Ke Zeen Se Beshak Utar Gaye Hai Hussain (As) .....(2)

Kahin Hai Qasim (As) O Abbas (As) Aur Kahin Akbar (As) .....(2)

Kahan Kahan Tere Tukde Bikhar Gaye Hai Hussain (As)

Faras Ke Zeen Se Beshak Utar Gaye Hai Hussain (As) .....(2)

Kaza Ke Baad Bhi Bhai Bahan Ke Sath Raha .....(2)

Jidhar Jidhar Gai Zainab (Sa) Udhar Gaye Hai Hussain (Sa)

Faras Ke Zeen Se Beshak Utar Gaye Hai Hussain (As) .....(2)

Page 6: Mir Hasan Mir Nauhas 2012 - 2013

6

Kisi Ne Mara Hai Patthar Bahan Ke Kya Akbar (As)

Jo Karte Karte Tilawat Thaher Gaye Hai Hussain (As)

Faras Ke Zeen Se Beshak Utar Gai Hai Hussain (As) .....(2)

Page 7: Mir Hasan Mir Nauhas 2012 - 2013

7

3. Ya Aba Ababdillah (as)

Ya Garib (As) ..... Ya Hussain (As) .....(2)

As Salamo Alaika Ya Abaabdillah (As) .....(4)

Ya Abaabdillah (As) .....(2)

Ya Abaabdillah (As) Roohi Wa Jismi Lakal Fida.....

Ya Abaabdillah (As) .....(2)

Har Lasha Deta Jaata Hai .....(2)

Maktal Se Yeh Sada ....

Roohi Wa Jismi Lakal Fida....

Ya Hussain (As) .....(3)

Ya Abaabdillah (As) .....(2)

Ya Abaabdillah (As) Roohi Wa Jismi Lakal Fida

Ham Ne Hai Kiya Aap Ki Madar Se Yeh Wada.....

Majlis Na Rukengi Kabhi Matam Na Rukenga.....

Kat Jaie Chahe Hath Yeh .....(2)

Kat Jaaie Yeh Gala .....

Roohi Wa Jismi Lakal Fida....

Ya Hussain (As) .....(3)

Ya Abaabdillah (As) .....(2)

Ya Abaabdillah (As) Roohi Wa Jismi Lakal Fida

Darte Hain Kahan Maut Se Hum Ahle Shahadat.....

Hai Jaan Se Badh Kar Tere Rauze Ki Ziyarat.....

Kehte Hue Yeh Kaafle .....(2)

Page 8: Mir Hasan Mir Nauhas 2012 - 2013

8

Jate Hai Karbala

Roohi Wa Jismi Lakal Fida....

Ya Hussain (As) .....(3)

Ya Abaabdillah (As) .....(2)

Ya Abaabdillah (As) Roohi Wa Jismi Lakal Fida

Zalim Na Bana De Kahin Ek Aur Bakaiya.....

Phir Maula Wahi Sham Hai Aur Aap Ka Kunba....

Isne Jihad Kijiyea .....(2)

Mehdi (Atfs) Ko Ab Ata

Roohi Wa Jismi Lakal Fida....

Ya Hussain (As) .....(3)

Ya Abaabdillah (As) .....(2)

Ya Abaabdillah (As) Roohi Wa Jismi Lakal Fida

Hal Min Ki Jo Shabbir (As) Ne Makhtal Me Sada Di.....

Ashab Tadap Ne Lage Tanhaie Pe Sheh (As) Ki.....

Uth Uth Ke Deta Jaata Tha .....(2)

Har Lasha Yeh Sada

Roohi Wa Jismi Lakal Fida....

Ya Hussain (As) .....(3)

Ya Abaabdillah (As) .....(2)

Ya Abaabdillah (As) Roohi Wa Jismi Lakal Fida

Sajjad (As) Ne Baba Ki Jo Turbat Ko Banaya

Shabbir (As) Ke Seene Pe Jo Asgar (As) Ko Sulaya

Lashe Se Kehke Dusra .....(2)

Page 9: Mir Hasan Mir Nauhas 2012 - 2013

9

Lasha Lipat Gaya

Roohi Wa Jismi Lakal Fida....

Ya Hussain (As) .....(3)

Ya Abaabdillah (As) .....(2)

Ya Abaabdillah (As) Roohi Wa Jismi Lakal Fida

Darbar Na Jaungi Main Kehti Thi Yeh Khwar

Rote Hue Shabbir (As) Ko Dekha Jo Sina Par

Labbik Keh Kar Chal Padi .....(2)

Darbar Sayeda (Sa)

Roohi Wa Jismi Lakal Fida....

Ya Hussain (As) .....(3)

Ya Abaabdillah (As) .....(2)

Ya Abaabdillah (As) Roohi Wa Jismi Lakal Fida

Jis Wakt Ke Zindan Me Pyaso Ke Sar Aaie

Zainab (Sa) Ne Wahan Aun (As) O Mohammed (As) Ke Bajaie

Bhai Ke Sar Ko Godh Me .....(2)

Lete Hue Kaha

Roohi Wa Jismi Lakal Fida....

Ya Hussain (As) .....(3)

Ya Abaabdillah (As) .....(2)

Ya Abaabdillah (As) Roohi Wa Jismi Lakal Fida

Aankhon Me Takallum Hai Who Aashur Ka Manzar

Gaibat Ko Azakhana E Shabbir (As) Bana Kar

Paiham Imam E Asr (A.t.f.s.)Ke.....(2)

Page 10: Mir Hasan Mir Nauhas 2012 - 2013

10

Hothon Pe Hai Sada

Roohi Wa Jismi Lakal Fida....

Ya Hussain (As) .....(3)

Ya Abaabdillah (As) .....(2)

Ya Abaabdillah (As) Roohi Wa Jismi Lakal Fida

Page 11: Mir Hasan Mir Nauhas 2012 - 2013

11

4. Ridain Utar Gayeen

Alaman .... Alaman.....(4)

Alaman .... Alaman.....(2)

Zehra (Sa) Ke Betion Ki Ridayen Utar Gai .....(3)

Zehra (Sa) Ke Betion Ki Ridayen Utar Gai .....(2)

Sajjad (As) Ko Zaeef Sadayen Yeh Kargai

Zehra (Sa) Ke Betion Ki Ridayen Utar Gai .....(2)

Lashon Ko Rassion, Me Jakad Kar Liye Phiro .....(2)

Saidaniya (As) To Ghar Se Nikalte Hi Mar Gai

Zehra (Sa) Ke Betion Ki Ridayen Utar Gai .....(2)

Jati Thi Jo Kabhi Kabhi Zehra (Sa) Ki Kabr Par .....(2)

Jane Khuda Hujoom Se Kaise Guzar Gai

Zehra (Sa) Ke Betion Ki Ridayen Utar Gai .....(2)

Zulm O Sitam Ki Tez Hawaien Thi Jub Chali .....(2)

Sub Gulshan E Batool (Sa) Ki Kalian Bikhar Gai

Zehra (Sa) Ke Betion Ki Ridayen Utar Gai .....(2)

Godhon se Rahe Sham Me Gir Gir Ke Mar Gai.....

Bacchon Ki Lash Dekh Ke Maaien Bhi Mar Gai .....

Zehra (Sa) Ke Betion Ki Ridayen Utar Gai .....(2)

Ramla Yeh Poochti Thi Sakina (S.a.) Se Kaid Me .....(2)

Page 12: Mir Hasan Mir Nauhas 2012 - 2013

12

Zakhmi Hai Kaan Balian Bibi Kidhar Gai

Zehra (Sa) Ke Betion Ki Ridayen Utar Gai .....(2)

Bazaar Leke Jaao Na Be Parda Zalimo .....(2)

Mar Jaiengi Hussain (Sa) Ke Bahane Agar Gai

Zehra (Sa) Ke Betion Ki Ridayen Utar Gai .....(2)

Page 13: Mir Hasan Mir Nauhas 2012 - 2013

13

5. Kar Madad Meri Baqir (a.s) Beta

Sakina (Sa) Mar Gai .....(2)

Haay ..... Sakina (Sa) Mar Gai,

Zindan Ne Jub Yeh Shor Utha,

Ajab Sa Dard Tha Us Dam Har Ek Ka Chehra,

Kareeb Lasha E Hamsheer Bhai Jub Pohucha,

Bandhe The Hath Badan Zouf Se Laraz Ta Tha,

Na Uth Saka Jo Janaza Bahan Ka Bhai Se,

To Ro Ke Bete Se Sajjad (As) Phir Yeh Kehne Lage,

Kar Madad Meri Baqir (As) Beta Humsheer Ki Kabr Banau Main .....(2)

Zanzeer Uthao Tum Meri .....(2) Aur Uski Lash Uthau Main.....

Kar Madad Meri Baqir (As) Beta, Humsheer Ki Kabr Banau Main .....(2)

Dada Ne Badi Mazloomi Me Tha Dadi (Sa) Ko Dafnaya.....

Lekin Woh Medina Tha Baqir (As) ,Aur Yeh Hai Desh Paraya.....

Is Char Baraski Mazlooma Ko Gurbat Me Kahan Dafnau Mai.....

Kar Madad Meri Baqir (As) Beta, Humsheer Ki Kabr Banau Main .....(2)

Mil Jaaie Agar Wapas Mujhko,Woh Teri Rida Aur Chadar.....

Baba Ki Lahad Par Rakhdu Ya, Sugra Ko Du Wapas Jaakar.....

Woh Dono Amanat Hai Teri, Batla De Kise Pohuchaun Main.....

Kar Madad Meri Baqir (As) Beta, Humsheer Ki Kabr Banau Main .....(2)

Page 14: Mir Hasan Mir Nauhas 2012 - 2013

14

Jub Tum Ko Rehai Mil Jaaie, Phupion Ko Watan Pohuchana.....

Rehlenge Yahnin Hum Bhai Bahan, Tum Kafela Ghar Lejana.....

Dafnate Hue Is Bacchiko, Zinda Me Agar Mar Jaun Main.....

Kar Madad Meri Baqir (As) Beta, Humsheer Ki Kabr Banau Main .....(2)

Dono Ko Juda Main Kaise Karu, Himmat Hi Nahi Yeh Meri.....

Hai Aap (As) Ke Sar Se Lipti Hui, Bejaan Yeh Aap Ki Beti.....

Kya Sath Sakina (Sa) Ke Baba, Sar Aap Ka Bhi Dafnau Mai.....

Kar Madad Meri Baqir (As) Beta, Humsheer Ki Kabr Banau Main .....(2)

Tarikh Lahad Ko Band Kia, Abid (As) Ne Yeh Kar Akbar.....

Keh Do Yeh Haram Se Aai Baqir (As),Sub Rooae Yahan Par Aakar

Turbat Pe Chidakne Ke Khatir, Ab Pani Kahan Se Laau Main

Kar Madad Meri Baqir (As) Beta, Humsheer Ki Kabr Banau Main .....(2)

Page 15: Mir Hasan Mir Nauhas 2012 - 2013

15

6. Na Kar Humain Qubool

Mat Kar Hame Qabool, Aye Nana (Sa.w.w.) Ke Medine,

Medina Aagaya Jub Yeh Sada Ubhar Ne Lagi

Yeh Pusht E Naka Se Kusloom (Sa) Bain Kar Ne Lagi

Luta Ke Aaie Hai Zehra (Sa) Ke Hum Gharane Ko

Na Kar Qubool Medine Hamare Aane Ko..... (2)

Luta Ke Aaie Hai Zehra (Sa) Ke Hum Gharane Ko

Na Kar Qubool Medine Hamare Aane Ko..... (2)

Bataie Kaise Jo Hum Par Guzar Gaya Mehshar

Sar E Hussain (As) Tadap Ta Tha Noke Naiza Par

Har Ek Shaher Me Mare Gai Humein Patthar

Hamare Chehro Ke Janib Thi Shamion Ki Nazar

Na Hath Me The Yeh Assas Mooh Chupane Ko

Na Kar Qubool Medine Hamare Aane Ko..... (2)

Bichad Ke Apni Bahan Se Dubara Mil Na Saki,

Woh Dil Me Le Gai Hasrat Medine Aane Ki

Musibanon Ke Andheron Me Chal Basi Bacchi

Humein Rehai Mili Woh Hai Aaj Bhi Kaidi

Basaliya Hai Sakina (Sa) Ne Kaid Khane Ko

Na Kar Qubool Medine Hamare Aane Ko..... (2)

Page 16: Mir Hasan Mir Nauhas 2012 - 2013

16

Medina Lut Gai Sarkar Tere Wali Ki

Tere Hussain (As) Ke Sukhe Gale Pe Teg Chali

Bacha Na Aabid E Bimar (As) Ke Siva Koi

Hamari Godhian Pardes Me Hui Khali

Kadam Uthai E Nahi Jaate Ghar Me Aane Ko

Na Kar Qubool Medine Hamare Aane Ko..... (2)

Gali Gali Me Phiraya Gaya Garibon Ko

Kadam Kadam Pe Rulaya Gaya Garibon Ko

Bicha Ke Kante Chalaya Gaya Garibo Ko

Tamsh Giron Me Laaya Gaya Garibon Ko

Sawab Samjhaya Gaya Hai Humein Satane Ko

Na Kar Qubool Medine Hamare Aane Ko..... (2)

Tarah Tarah Se Sitamgar Humein State The

Woh Taziano Ki Beemar Ko Dawa Dete

Utha Ke Saye Se Woh Dhoop Me Bitha Dete

Garib Zehra (Sa) Ka Pursa Bhala Wo Kya Dete.

Naa Aaya Koi Rida Bhi Humein Udha Ne Ko

Na Kar Qubool Medine Hamare Aane Ko..... (2)

Na Likh Sakega Taklalum Samaa Woh Tera Kalam

The Gird Ahle Medina Ajeeb Tha Alam

Yeh Keh Ke Logo Se Utre Siyanh Pos Haram

Yehan Pe Chal Ne Se Honga Hussain (As) Ka Matam

Page 17: Mir Hasan Mir Nauhas 2012 - 2013

17

Taras Gaie The Hum Ashke Aza Bahane Ko.

Na Kar Qubool Medine Hamare Aane Ko..... (2)

Page 18: Mir Hasan Mir Nauhas 2012 - 2013

18

7. Teri Zahra (sa) Pai Musibat

Baba Mere Baba ..... (4)

Baba Mere Baba.....

Teri Zehra (Sa) Pe Musibat Ki Ghadi Hai....

Hai Baba .....Teri Zehra (sa) Pe Musibat Ki Ghadi Hai

Teri Zehra (Sa) Pe Musibat Ki Ghadi Hai

Kaise Darwaza Hatau, Kaise Mohsin (A.s.) Ko Bachaun

Saans Seene Me Ruki Hai

Hai Baba .....Teri Zehra (S.a.) Pe Musibat Ki Ghadi Hai

Teri Zehra (sa) Pe Musibat Ki Ghadi Hai

Hath Me Jiske Mera Hath Diya Tha Tumne

Kehke Mankunto Jise Maula Kaha Tha Tumne

Maine Har Mod Pe Baba Sath Uska Hai Nbhay

Haan Mera Juram Yahai Hai.....

Teri Zehra (S.a.) Pe Musibat Ki Ghadi Hai

Hai Baba .....Teri Zehra (S.a.) Pe Musibat Ki Ghadi Hai

Teri Ummat Ne Bana Di Hai Yeh Haalath Baba

Koi Pasli Bhi Nahi Meri Salamat Baba

Saans Leti Hum Main Jis Dam, Ghut Ne Lagta Hai Mera Dam

Sirf Marne Ki Kami Hai.....

Page 19: Mir Hasan Mir Nauhas 2012 - 2013

19

Teri Zehra (sa) Pe Musibat Ki Ghadi Hai

Hai Baba .....teri Zehra (sa) Pe Musibat Ki Ghadi Hai

Kabhi Darbar Me Peshi Ko Bulate Hai Humain

Kabhi Darwaze Pe Aa Aake Satate Hai Humain

Mere Yeh Phool Se Bacche Pooch Te Hai Yehi Mujhse

Kya Khata Ham Se Hui Hai.....

Teri Zehra (S.a.) Pe Musibat Ki Ghadi Hai

Hai Baba .....Teri Zehra (S.a.) Pe Musibat Ki Ghadi Hai

Sharm Aati Hai Bhala Tum Ko Bataun Kaise

Yeh Tamachon Ke Nisha Tum Ko Dikhaun Kaise

Tum Na Pehchan Sakon Ge Dekh Kar Mujhse Kahon Ge

Kya Meri Zehra (S.a.) Yehi Hai.....

Teri Zehra (S.a) Pe Musibat Ki Ghadi Hai

Hai Baba .....teri Zehra (S.a) Pe Musibat Ki Ghadi Hai

Yeh Aziat Yeh Khanoshi Nahi Dekhi Jaati

Mujhse Tanahi Ali (A.s.) Ki Nahi Dekhi Jati

Tera Paygam Suna Ne, Haq Wilayat Ka Batane

Zehra (S.a.) Ghar Ghar Pe Gai Hai.....

Teri Zehra (S.a) Pe Musibat Ki Ghadi Hai

Hai Baba .....teri Zehra (S.a) Pe Musibat Ki Ghadi Hai

Aap Ke Shog Me Tarikh Na Dekha Gaya Ghar

Aag Darwaze Pe Ummat Ne Laga Di Aakar

Page 20: Mir Hasan Mir Nauhas 2012 - 2013

20

Baba Jaan Baad Tumhare Dekhiye Ghar Me Hamare

Raushni Kaise Hui Hai.....

Teri Zehra (S.a) Pe Musibat Ki Ghadi Hai

Hai Baba .....teri Zehra (S.a) Pe Musibat Ki Ghadi Hai

Kabr E Zehra (sa) Se Takalum Yeh Sada Aati Hai

Kitni Sadion Se Meri Kabr Pe Veerani Hai

Phool Turbat Pe Chadha Ne Ke Diya Laa Ke Jala Ne

Kya Medine Me Koi Hai

Teri Zehra (S.a) Pe Musibat Ki Ghadi Hai

Hai Baba .....teri Zehra (S.a) Pe Musibat Ki Ghadi Hai

Page 21: Mir Hasan Mir Nauhas 2012 - 2013

21

8. Roohi Wa Jismi Lakal Fida

Ya Garib (As) ..... Ya Hussain (As) .....(2)

As Salamo Alaika Ya Abaabdillah (As) .....(4)

Ya Abaabdillah (As) .....(2)

Ya Abaabdillah (As) Roohi Wa Jismi Lakal Fida.....

Ya Abaabdillah (As) .....(2)

Har Lasha Deta Jaata Hai .....(2)

Maktal Se Yeh Sada ....

Roohi Wa Jismi Lakal Fida....

Ya Hussain (As) .....(3)

Ya Abaabdillah (As) .....(2)

Ya Abaabdillah (As) Roohi Wa Jismi Lakal Fida

Ham Ne Hai Kiya Aap Ki Madar Se Yeh Wada.....

Majlis Na Rukengi Kabhi Matam Na Rukenga.....

Kat Jaie Chahe Hath Yeh .....(2)

Kat Jaaie Yeh Gala .....

Roohi Wa Jismi Lakal Fida....

Ya Hussain (As) .....(3)

Ya Abaabdillah (As) .....(2)

Ya Abaabdillah (As) Roohi Wa Jismi Lakal Fida

Darte Hain Kahan Maut Se Hum Ahle Shahadat.....

Hai Jaan Se Badh Kar Tere Rauze Ki Ziyarat.....

Kehte Hue Yeh Kaafle .....(2)

Jate Hai Karbala

Page 22: Mir Hasan Mir Nauhas 2012 - 2013

22

Roohi Wa Jismi Lakal Fida....

Ya Hussain (As) .....(3)

Ya Abaabdillah (As) .....(2)

Ya Abaabdillah (As) Roohi Wa Jismi Lakal Fida

Zalim Na Bana De Kahin Ek Aur Bakaiya.....

Phir Maula (A.s.) Wahi Sham Hai Aur Aap Ka Kunba....

Isne Jihad Kijiyea .....(2)

Mehdi (A.t.f.s.) Ko Ab Ata

Roohi Wa Jismi Lakal Fida....

Ya Hussain (As) .....(3)

Ya Abaabdillah (As) .....(2)

Ya Abaabdillah (As) Roohi Wa Jismi Lakal Fida

Hal Min Ki Jo Shabbir (As) Ne Makhtal Me Sada Di.....

Ashab Tadap Ne Lage Tanhaie Pe Sheh (As) Ki.....

Uth Uth Ke Deta Jaata Tha .....(2)

Har Lasha Yeh Sada

Roohi Wa Jismi Lakal Fida....

Ya Hussain (As) .....(3)

Ya Abaabdillah (As) .....(2)

Ya Abaabdillah (As) Roohi Wa Jismi Lakal Fida

Sajjad (As) Ne Baba Ki Jo Turbat Ko Banaya

Shabbir (As) Ke Seene Pe Jo Asgar (As) Ko Sulaya

Lashe Se Kah Ke Dusra .....(2)

Lasha Lipat Gaya

Roohi Wa Jismi Lakal Fida....

Page 23: Mir Hasan Mir Nauhas 2012 - 2013

23

Ya Hussain (As) .....(3)

Ya Abaabdillah (As) .....(2)

Ya Abaabdillah (As) Roohi Wa Jismi Lakal Fida

Darbar Na Jaungi Main Kehti Thi Yeh Khwar

Rote Hue Shabbir (As) Ko Dekha Jo Sina Par

Labbik Keh Kar Chal Padi .....(2)

Darbar Sayeda (S.a)

Roohi Wa Jismi Lakal Fida....

Ya Hussain (As) .....(3)

Ya Abaabdillah (As) .....(2)

Ya Abaabdillah (As) Roohi Wa Jismi Lakal Fida

Jis Wakt Ke Zindan Me Pyaso Ke Sar Aaie

Zainab (As) Ne Wahan Aun (As) O Mohammed (As) Ke Bajaie

Bhai Ke Sar Ko Godh Me .....(2)

Lete Hue Kaha

Roohi Wa Jismi Lakal Fida....

Ya Hussain (As) .....(3)

Ya Abaabdillah (As) .....(2)

Ya Abaabdillah (As) Roohi Wa Jismi Lakal Fida

Aankhon Me Takallum Hai Who Aashur Ka Manzar

Gaibat Ko Azakhana E Shabbir (As) Bana Kar

Paiham Imam E Asr (A.t.f.s.) Ke.....(2)

Hothon Pe Hai Sada

Roohi Wa Jismi Lakal Fida....

Ya Hussain (As) .....(3)

Page 24: Mir Hasan Mir Nauhas 2012 - 2013

24

Ya Abaabdillah (As) .....(2)

Ya Abaabdillah (As) Roohi Wa Jismi Lakal Fida