mir hasan mir 2013 - 2014

25
Mir Hasan Mir Nauhas 2013 - 2014

Upload: fazaileahlulbait

Post on 28-Nov-2015

466 views

Category:

Documents


5 download

DESCRIPTION

Nauhas Of Famous Nawhakhwan Mir Hasan Mir 2013 - 2014

TRANSCRIPT

Page 1: Mir Hasan Mir 2013 - 2014

1

Mir Hasan Mir

Nauhas 2013 - 2014

Page 2: Mir Hasan Mir 2013 - 2014

2

Contents 1. Janab E Fizza (S.a) ................................................................................................................... 3

2. Surah E Kahaf ............................................................................................................................. 5

3. Riwayat E Mukhtar ................................................................................................................... 7

4. Mai Aa Raha Hu Sakina (S.a.) .............................................................................................. 9

5. Labbaik Ya Zainab (S.a.)...................................................................................................... 12

6. Kya Kare Abbas (A.s.) ........................................................................................................... 15

7. Fatema (S.a.) Ke Dono Pisar .............................................................................................. 18

8. Kafan Mujhko Pinha Do ........................................................................................................ 20

9. Aye Muslim-E-Ghareeb.......................................................................................................... 24

Page 3: Mir Hasan Mir 2013 - 2014

3

1. Janab E Fizza (S.a)

Haye Fizza (S.a.) Haye Haye Fizza (S.a.)..(4)….. Fizza (S.a.) Tujhe Salam..(6)

Zahra (S.a.) Se Kiya Wada Nibhati Rahi Fizza (S.a.)..(3)

Zahra (S.a.) Se Kiya Wada Nibhati Rahi Fizza (S.a.)..(2)

Har Modh Pe Zainab (S.a.) Ko Bachati Rahi Fizza (S.a.)

Zahra (S.a.) Se Kiya Wada Nibhati Rahi Fizza (S.a.)..(2)

Jo Saniye Zahra Ko Bachane Me Lage The.. (2)

Sajjad (S.a.) Se Wo Zakhm Chupati Rahi Fizza (S.a.)

Zahra (S.a.) Se Kiya Wada Nibhati Rahi Fizza (S.a.)..(2)

Jab Pucha Kaha Reh Gaye Amma Mere Baba..(2)

Sughra (S.a.) Se Bohot Der Chupati Rahi Fizza (S.a.)

Zahra (S.a.) Se Kiya Wada Nibhati Rahi Fizza (S.a.)..(2)

Aaya Jo Mulaqaat Ko Abbas (A.s.) Ka Beta..(2)

Bus Shano Ko Ankho Se Lagati Rahi Fizza (S.a.)

Zahra (S.a.) Se Kiya Wada Nibhati Rahi Fizza (S.a.)..(2)

Shabbir (A.s.) Ki Beti Ho Ya Beti Ho Nabi (S.a.w.w.) Ki..(2)

Har Umr Ki Zahra (S.a.) Ko Bachati Rahi Fizza (S.a.)

Zahra (S.a.) Se Kiya Wada Nibhati Rahi Fizza (S.a.)..(2)

Page 4: Mir Hasan Mir 2013 - 2014

4

Darwaza E Zahra (S.a.) Kabhi, Khaimo Se Haram Ke..(2)

Uthte Hue Sholo Ko Bujhati Rahi Fizza (S.a.)

Zahra (S.a.) Se Kiya Wada Nibhati Rahi Fizza (S.a.)..(2)

Bacho Se Lipat Kar Kabhi Zainab (S.a.) Se Lipatkar..(2)

Patthar Jo Baraste Rahe Khati Rahi Fizza (S.a.)

Zahra (S.a.) Se Kiya Wada Nibhati Rahi Fizza (S.a.)..(2)

Khakar Kabhi Patthar Kabhi Durre Ae Takallum..(2)

Karz Aale Mohammad (A.s.) Ka Chukati Rahi Fizza (S.a.)

Zahra (S.a.) Se Kiya Wada Nibhati Rahi Fizza (S.a.)..(2)…..Haye Fizza (S.a.)...

Wada Nibhati Wada Nibhati …

Page 5: Mir Hasan Mir 2013 - 2014

5

2. Surah E Kahaf

Ya Husain(A.s.)…. Husain(A.s.) Ya Husain(A.s.)….. Husain(A.s.) Ya

Husain(A.s.)…..Husain(A.s.) Ya Husain (A.s.)…..(3)

Surae Kahf Sunata Hai Ye Sar Kiska Hai…..(3)

Khoon Ankho Se Bahata Hai..(2)……Ye Sar Kiska Hai...

Surae Kahf Sunata Hai Ye Sar Kiska Hai..(2)

Chalte Chalte Jo Sakina (S.a.) Kahi Gir Jati Hai…..(2)

Khudko Naize Se Girata Hai..(2)….. Ye Sar Kiska Hai...

Surae Kahf Sunata Hai Ye Sar Kiska Hai..(2)

Jis Taraf Jata Hai Bazar Me Sar Akbar (A.s.) Ka….. (2)

Us Taraf Dekhta Jata Hai..(2)….. Ye Sar Kiska Hai...

Surae Kahf Sunata Hai Ye Sar Kiska Hai..(2)

Jab Bhi Dakhil Kisi Bazaar Me Hote Hai Haram (A.s.)…..(2)

Pehla Patthar Yehi Khata Hai…..(2) Ye Sar Kiska Hai...

Surae Kahf Sunata Hai Ye Sar Kiska Hai..(2)

Raat Hoti Hai To Masoom Si Ek Bachi Ko.. …(2)

Lori Naize Se Sunata Hai…..(2) Ye Sar Kiska Hai...

Page 6: Mir Hasan Mir 2013 - 2014

6

Surae Kahf Sunata Hai Ye Sar Kiska Hai..(2)

Padhke Qur'aan Ki Ayaat Sare Zainab (S.a.) Se…. (2)

Dhyaan Logo Ka Hata Hai…..(2) Ye Sar Kiska Hai...

Surae Kahf Sunata Hai Ye Sar Kiska Hai..(2)

Ye Sama Kaash Na Dekhe Koi Khwahar Iski..(2)

Shimr (L.a.) Zulfo Se Uthata Hai…..(2) Ye Sar Kiska Hai...

Surae Kahf Sunata Hai Ye Sar Kiska Hai..(2)

Mir Sajjad Nahi Kya Koi Waris Iska…..(2)

Isko Har Ek Satata Hai..(2) Ye Sar Kiska Hai...

Surae Kahf Sunata Hai Ye Sar Kiska Hai..(2)

Page 7: Mir Hasan Mir 2013 - 2014

7

3. Riwayat E Mukhtar

Haay .. Ae Rone Walo Hai Yeh Riwayat Me Likha. Jis Dam Qayam Koofe Me

Mukhtar Ne Kiya.

Jo Bhi The Qatilane Shaheedane Karbala (A.s.), Are Unme Se Koi Jab Bhi Gireftar

Hota Tha.

Hukme Ameer Par Wo Sitam Jab Sunata Tha Mukhtar Sar Ko Peetke Bus Rota

Jaata Tha.

Haay.. Ek Roz Tha Ye Koofe Ke Darbaar Ka Sama, Ibne Numair (L.a.) Apne Sitam

Karta Tha Bayaa.

Todi Thi Maine Sinae Akbar (A.s.) Me Khud Sina, Uthta Tha Shor Khaimo Se Maara

Gaya Jawaa.

Maa Jiteji Guzar Gai, Zainab (S.a.) Bhi Margai Ek Barchi Mere Kitne Jigar Paar

Kargai.

Haay.. Ek Roz Karke Laaya Gaya Hurmala (L.a.) Aseer, Bola Wo Ran Me Maine

Chalaye The Teen Teer

Us Waqt Pehla Teer Chalaya Tha Ae Ameer, Bhar Kar Chala Jo Mashk Toh

Mazloom Ka Safeer (A.s.)

Mashkeeze Se Jo Teer Mera Paar Hogaya Aisa Laga Ke Qatl Alamdar (A.s.) Hogaya.

Haay.. Bola Laee Ye Karb Ka Hai Dusra Maqaam,

Page 8: Mir Hasan Mir 2013 - 2014

8

Laaye Jo Apni God Me Besheer (A.s.) Ko Imaam (A.s.), Sukhi Zaba Phirata Tha Hoto

Pe Tishnakaam

Yu Qat'a Ibne Zahra (A.s.) Ka Maine Kiya Kalam Hil Hil Gaya Lahad Me Jigar

Buturab (A.s.) Ka ,Are Maqtal Me Neher Hogaya Bacha Rabab (S.a.) Ka

Haay.. Darbar Me Ye Sunke Qayamat Ka Tha Samaa Are Peero Jawaan Rote The

Lele Ke Hichkiya

Bola Ye Hurmula (L.a.) Abhi Baaqi Hai Dastaa Jis Dam Tera Husain (A.s.) Tha Teero

Ke Darmiyaa

Wo Teer Aakhri Tha Jo Maine Chalaya Tha Arey Us Teer Ne Husain (A.s.) Ko Zee Se

Giraya Tha

Haay.. Phir Shor Wa Husaina (A.s.) Ka Uthta Tha Baar Baar Jab Qaid Karke Laya

Gaya Shimre(L.a.)Bad Sheyaar

Bola Wo Mere Haath Me Khanjar Tha Tez Dhaar Jisse Kiye Husain (A.s.) Ki Gardan

Pe Tera(13) Waar

Khanjar Rawa Tha Halq Pe Ibne Batool (A.s.) Ke Dil Kat Rahe The Saath Me Aale

Rasool (A.s.)Ke.

Haay.. Ab Iske Baad Meer Takallum Baya Ho Kya Ae Pursadaro Sochna Dil Me

Kabhi Zara Kyu Itna Waqt Qatile Shabbir Ko Laga

Kis Waste Husain (A.s.) Ka Katta Na Tha Gala

Mehsher Me Ye Khulega Sitam Kaynaat Par Khanjar Ke Kuch Nishaan Hai Zahra

(S.a.) Ke Haath Par…..

Page 9: Mir Hasan Mir 2013 - 2014

9

4. Mai Aa Raha Hu Sakina (S.a.)

Haye Haye Haye Sakina (S.a.) Sakina (S.a.)

Assalamu Alaiki Ya Sayyidatana Ruqaiyya (S.a.)

Assalamu Alaiki Ya Binta Fatimataz Zahra Sayyidata Nisail Alameen (S.a.)

Assalamu Alaiki Ya Binta Husainish Shaheed (S.a.)

Sakina (S.a.) Sakina (S.a.) ..(2)

Mai Aa Raha Hu Sakina (S.a.)..(4)

Hai Bus Khatm Hone Ko Har Imtehaan,

Koi Ghaib Se De Raha Hai Sada,

Mai Aa Raha Hu Sakina (S.a.)..(2) ….. Sakina.. (S.a.)

Mai Aa Raha Hu Sakina (S.a.)..(2)

Nigaho Me Meri Hai Ab Tak Wo Lamhe,

Rihai Haram Ko Mili Jis Tarah Se,

Aseero Ko Aabid (A.s.) Gae Jaise Leke

Tujhe Bhi Chudakar Mai Zindaan Se

Bohot Jald Lejaunga Karbala

Mai Aa Raha Hu Sakina (S.a.)..(2) ….. Sakina.. (S.a.)

Mai Aa Raha Hu Sakina (S.a.)..(2)

Azadari Hoti Thi Ghurbat Pe Teri,

Page 10: Mir Hasan Mir 2013 - 2014

10

Tere Dil Ko Hoti Thi Kitni Tasalli,

Magar Ab Na Matam Na Majlis Hai Koi,

Tere Paas Tanhaiya Rehgai,

Raha Ab Na Koi Teraa Aasra,

Mai Aa Raha Hu Sakina (S.a.)..(2) ….. Sakina.. (S.a.)

Mai Aa Raha Hu Sakina (S.a.)..(2)

Lahu Bangaya Kese Aahkho Ka Pani,

Hui Qatl Aabid (A.s.) Ki Kese Jawani,

Sununga Mai Bazar Teri Zabani,

Karunga Mai Khud Sath Girya Tere,

Na Ro Shahzadi Theher Ja Zara,

Mai Aa Raha Hu Sakina (S.a.)..(2) ….. Sakina.. (S.a.)

Mai Aa Raha Hu Sakina (S.a.)..(2)

Tujhe Ab Na Pardesi Koi Kaheg,

Watan Leke Tujhko Ye Mehdi Chalega,

Madina Watan Tha Madina Rahega,

Tadapti Hai Milne Ko Bimar Se,

Mila Dunga Sughra (S.a.) Se Wada Mera

Mai Aa Raha Hu Sakina (S.a.)..(2) ….. Sakina.. (S.a.)

Mai Aa Raha Hu Sakina (S.a.)..(2)

Nisha Hai Ae Bibi Jo Rukh Par Tumhare,

Hai Wese Hi Kuch Daagh Dil Par Hamare,

Page 11: Mir Hasan Mir 2013 - 2014

11

Nazar Me Hamari Ye Manzar Hai Saare,

Baqiyya Samarra Karbobala Chukane Ko Badla Har Ek Zulm Ka,

Mai Aa Raha Hu Sakina (S.a.)..(2) ….. Sakina.. (S.a.)

Mai Aa Raha Hu Sakina (S.a.)..(2)

Palat Kar Na Aaya Jo Darya Se Ghazi,

Kisi Se Bhi Tune Na Fir Manga Pani,

Meri Choti Zahra (S.a.) Tu Kabse Hai Pyasi,

Bujhane Ko Sadiyo Ki Tashna Labi,

Tere Paas Khud Banke Saqqa Tera

Mai Aa Raha Hu Sakina (S.a.)..(2) ….. Sakina.. (S.a.)

Mai Aa Raha Hu Sakina (S.a.)..(2)

Takallum Wo Kehta Ye Hoga Tadapkar,

Mai Hasrat Se Takta Hu Khud Teghe Haider(A.s.),

Teri Al Ajal Ki Sadao Ko Sunkar..(2)

Usi Tarha Aata Hai Lab Par Mere

Kate Sar Ne Tha Jis Tarah Se Kaha

Mai Aa Raha Hu Sakina (S.a.)..(2) ….. Sakina.. (S.a.)

Mai Aa Raha Hu Sakina (S.a.)..(2)

Sakina (S.a.)….. Sakina (S.a.)…..

Page 12: Mir Hasan Mir 2013 - 2014

12

5. Labbaik Ya Zainab (S.a.)

Halmin Nasir Yansurna..(2)

Halmin Nasir Yansurna……

Ya Zainab (S.a.) Ya Zainab (S.a.) ..(2)

Labbaik Ya Zainab (S.a.) ..(2)

Labbaik Labbaik Labbaik Ya Zainab (S.a.)

Aa Rahi Hai Rozae Zainab (S.a.) Se Halmin Ki Sada…..(2)

Ghir Gai Hai Shamiyo Me Firse Aale Mustafa (A.s.)

Waqt Rone Ka Nahi Ye Waqt Hai Labbaik Ka

Labbaik Labbaik Labbaik Ya Zainab (S.a.)

Aa Rahi Hai Rozae Zainab (S.a.) Se Halmin Ki Sada

Kuch Nahi Zainab (S.a.) Se Badhkar Ye Batana Hai Hame

Fatema Zahra (S.a.) Ko Ek Din Mu Dikhana Hai Hame

Rokna Hai Jo Baqiyya Se Chala Hai Silsila

Labbaik Labbaik Labbaik Ya Zainab (S.a.)

Aa Rahi Hai Rozae Zainab (S.a.) Se Halmin Ki Sada

Rone Wale Karbala Par Uske Dil Ki Aas

Hai Matami Uski Nazar Me Bazue Abbas (A.s.) Hai

Maan Rakhna Hai Hame Ab Khwahare Shabbir (A.s.) Ka

Page 13: Mir Hasan Mir 2013 - 2014

13

Labbaik Labbaik Labbaik Ya Zainab (S.a.)

Aa Rahi Hai Rozae Zainab (S.a.) Se Halmin Ki Sada

Kal Bhi Usne Dukh Uthae, Thi Magar Dharas Use

Ghairate Abbas (A.s.) Bankar Sath Me Sajjad (A.s.)Hai

Aaj Tanha Reh Gai Hai Baniye Farshe Aza

Labbaik Labbaik Labbaik Ya Zainab (S.a.)

Aa Rahi Hai Rozae Zainab (S.a.) Se Halmin Ki Sada

Kehte Honge Shaah Se Abbas (A.s.) Ye Rote Hue

Mai Kate Hatho Se Bhi Lad Lunga Fauje Shaam Se

Bus Mujhe Ek Baar…..Bus Mujhe Ek Baar Maula Izn Kar Dijiye Ata

Labbaik Labbaik Labbaik Ya Zainab (S.a.)

Aa Rahi Hai Rozae Zainab (S.a.) Se Halmin Ki Sada

Shaam…. Hae Shaam Hae Shaam Hae Shaam Hae Shaam,

Haye Haye Zainab (S.a.) Haye Haye Shaam..(3)

Chalne Ki Jo Aadi Na Thi Paidal Wahi Meelo Chali

Durre Kabhi Patthar Kabhi..(2)

Khati Rahi Binte Imam (S.a.)

Haye Haye Zainab Haye Haye Shaam..(2)

Jane Sitam Kesa Hua Chehra Lahu Se Chhup Gaya

Binte Ali (A.s.) Se Baap Ka..(2)

Lete The Shami Inteqam

Page 14: Mir Hasan Mir 2013 - 2014

14

Haye Haye Zainab Haye Haye Shaam..(2)

Akbar Kare Kese Bayan Deta Hai Jab Koi Azan

Lagti Hai Seene Par Sina..(2)

Aata Hai Jab Akbar (A.s.) Ka Naam

Haye Haye Zainab Haye Haye Shaam..(2)

Page 15: Mir Hasan Mir 2013 - 2014

15

6. Kya Kare Abbas (A.s.)

Haye Abbas (A.s.) Haye Abbas(A.s.) Haye Abbas (A.s.) Haye Abbas. (A.s.).(2)

Rasan Me Haath Bandhe Hai Bahen Hai Be Parda

Sina Se Sar Na Girae To Kya Kare Abbas (A.s.)

Haye Abbas (A.s.) Hay Hay Abbas (A.s.) Hayy Hayy Abbas (A.s.) Hayy Hayy Abbas

(A.s.)

Rasan Me Haath Bandhe Hai Bahen Hai Be Parda …..2

Sina Se Sar Na Girae To Kya Kare Abbas (A.s.)

Haye Abbas (A.s.) Hay Hay Abbas (A.s.) Hayy Hayy Abbas (A.s.) Hayy Hayy Abbas

(A.s.)

Rasan Me Haath Bandhe Hai Bahen Hai Be Parda …..2

Padar Ki Laash Se Usko Chudaya Jata Hai

Sitam Hai Naake Pe Tanha Bithaya Jata Hai

Rasan Me Baali Sakina (S.a.) Ka Bandh Raha Hai Gala

Sina Se Sar Na Girae To Kya Kare Abbas (A.s.)

Haye Abbas (A.s.) Hay Hay Abbas (A.s.) Hayy Hayy Abbas (A.s.) Hayy Hayy Abbas

(A.s.)

Rasan Me Haath Bandhe Hai Bahen Hai Be Parda …..2

Wo Kis Tarha Se Tasalli De Aake Madar Ko

Page 16: Mir Hasan Mir 2013 - 2014

16

Kiya Hai Dasht Me Do Baar Zibha Asghar (A.s.)Ko

Lehed Se Aagaya Naize Pe Jism Asghar (A.s.) Ka

Sina Se Sar Na Girae To Kya Kare Abbas (A.s.)

Haye Abbas (A.s.) Hay Hay Abbas (A.s.) Hayy Hayy Abbas (A.s.) Hayy Hayy Abbas

(A.s.)

Rasan Me Haath Bandhe Hai Bahen Hai Be Parda …..2

Chupa Ke Bano Se Mu Sharm Saar Hoti Hai

Wo Pusht Naaqa Pe Ab Khud Sarwar Hoti Hai

Ye Kesa Waqt Hai Zahra (S.a.) Ki Betiyo Pe Pada

Sina Se Sar Na Girae To Kya Kare Abbas (A.s.)

Haye Abbas (A.s.) Hay Hay Abbas (A.s.) Hayy Hayy Abbas (A.s.) Hayy Hayy Abbas

(A.s.)

Rasan Me Haath Bandhe Hai Bahen Hai Be Parda …..2

Dhyaan Lashae Shabbir (A.s.)Se Hatana Tha

Dobara Sayyade Sajjad Ko Bachana Tha

Giri Hai Naaqe Se Maqtal Me Saniye Zahra (S.a.)

Sina Se Sar Na Girae To Kya Kare Abbas (A.s.)…..

Haye Abbas (A.s.) Hay Hay Abbas (A.s.) Hayy Hayy Abbas (A.s.) Hayy Hayy Abbas

(A.s.)

Rasan Me Haath Bandhe Hai Bahen Hai Be Parda …..2

Kahi Pe Qasimo (A.s.) Akbar (A.s.) Kahi Pe Aun (A.s.) Ka Sar

Kahi Hai Laal Roqaiya (A.s.) Ke Aur Kahi Asghar (A.s.)

Page 17: Mir Hasan Mir 2013 - 2014

17

Wo Bache Naizo Pe Hai God Me Jinhe Paala

Sina Se Sar Na Girae To Kya Kare Abbas (A.s.)…..

Haye Abbas (A.s.) Hay Hay Abbas (A.s.) Hayy Hayy Abbas (A.s.) Hayy Hayy Abbas

(A.s.)

Rasan Me Haath Bandhe Hai Bahen Hai Be Parda …..2

Hai Neel Chehre Pe Itne Tamache Mare Hai

Laee (L.a.) Ne Khaich Ke Kano Se Durr Utare Hai

Ke Dino Kaano Se Masoom Ke Lahu Behta

Sina Se Sar Na Girae To Kya Kare Abbas (A.s.)

Haye Abbas (A.s.) Hay Hay Abbas (A.s.) Hayy Hayy Abbas (A.s.) Hayy Hayy Abbas

(A.s.)

Rasan Me Haath Bandhe Hai Bahen Hai Be Parda …..2

Sar Uska Kese Sina Par Koi Uthake Chale

Jo Sheh Ke Saamne Nazre Sada Jhuka Ke Chale

Takaza Meer Takallum Hai Uski Ghairat Ka

Sina Se Sar Na Girae To Kya Kare Abbas (A.s.)…..

Haye Abbas (A.s.) Hay Hay Abbas (A.s.) Hayy Hayy Abbas (A.s.) Hayy Hayy Abbas

(A.s.)

Rasan Me Haath Bandhe Hai Bahen Hai Be Parda …..2

Page 18: Mir Hasan Mir 2013 - 2014

18

7. Fatema (S.a.) Ke Dono Pisar

Haye Hasan (A.s.) Haye Husain..(8)

Ajeeb Haal Me Hai Fatema (S.a.) Ke Dono Pisar.. (2)

Hasan (A.s.) Ke Teer Badan Me, Husain (A.s.)Teero Par

Ajeeb Haal Me Hai Fatema (S.a.) Ke Dono Pisar.. (2)

Hasan (A.s.)Ko Dekha Hai Qasim (A.s.)Ne Khoo Ugalte Hue..(2)

Sakina (S.a.)Dekhti Hai Baap Ko Tahe Khanjar

Haye Hasan(A.s.)….. Haye Husain (A.s.)..(2)

Ajeeb Haal Me Hai Fatema (S.a.) Ke Dono Pisar.. (2)

Najane Dekhe Hai Zainab (S.a.) Ne Tasht Me Kese..(2)

Jigar Ke Tukde Hasan (A.s.) Ke, Kabhi Husain (A.s.) Ka Sar

Haye Hasan(A.s.)….. Haye Husain (A.s.)..(2)

Ajeeb Haal Me Hai Fatema (S.a.) Ke Dono Pisar.. (2)

Hasan (A.s.) Ne Jate Hue Choome Bazu Zainab Ke..(2)

Husain (A.s.) Jate Hue Choomte Rahe Chadarr

Haye Hasan(A.s.)….. Haye Husain (A.s.)..(2)

Ajeeb Haal Me Hai Fatema (S.a.) Ke Dono Pisar.. (2)

Hasan (A.s.) Ke Bete Ke Ummat Ne Kar Diye Tukde..(2)

Husain (A.s.) Late Hai Tukde Wo Saare Chun Chun Kar

Page 19: Mir Hasan Mir 2013 - 2014

19

Haye Hasan(A.s.)….. Haye Husain (A.s.)..(2)

Ajeeb Haal Me Hai Fatema (S.a.) Ke Dono Pisar.. (2)

Udhar Hasan (A.s.) Ke Janaze Par Phool Teero Ke..(2)

Idhar Husain (A.s.) Ke Lashe Pe Nazr Hai Pattharr

Husain (A.s.) Late Hai Tukde Wo Saare Chun Chun Kar

Haye Hasan(A.s.)….. Haye Husain (A.s.)..(2)

Ajeeb Haal Me Hai Fatema (S.a.) Ke Dono Pisar.. (2)

Udhar Hasan (A.s.) Ka Janaza Phiraya Galiyo Me..(2)

Sare Husain (A.s.) Phiraya Gaya Idhar Dar-Dar

Haye Hasan(A.s.)….. Haye Husain (A.s.)..(2)

Ajeeb Haal Me Hai Fatema (S.a.) Ke Dono Pisar.. (2)

Tadap Rahe Hai Janaze Kuch Aur Yu Akbar.. (2)

Ke Teer Khech Rahi Hai Badan Se Khud Madar

Haye Hasan(A.s.)….. Haye Husain (A.s.)..(2)

Ajeeb Haal Me Hai Fatema (S.a.) Ke Dono Pisar.. (2)

Haye Hasan(A.s.)….. Haye Husain (A.s.)..(4)

Page 20: Mir Hasan Mir 2013 - 2014

20

8. Kafan Mujhko Pinha Do

Alwida Alwida Ae Behen Alwida…..2 Alwida Alwida

Di Thi Amma Ne Jo Poshaak Wo Laa Do Zainab (S.a.) …..2

Apne Hatho Se Kafan Mujhko Pinha Do Zainab (S.a.)

Di Thi Amma Ne Jo Poshaak Wo Laa Do Zainab (S.a.)

Apne Hatho Se Kafan Mujhko Pinha Do Zainab (S.a.)

Aaj Maqtal Me Faqat Baat Tumhari Hogi

Abhi Amma Se Mulaqat Hamari Hogi…..(2)

Koi Paigham Agar Hai To Suna Do Zainab (S.a.)

Apne Hatho Se Kafan Mujhko Pinha Do Zainab (S.a.) …..

Di Thi Amma Ne Jo Poshaak Wo Laa Do Zainab (S.a.)

Apne Hatho Se Kafan Mujhko Pinha Do Zainab (S.a.)

Hath Pabande Rasan Behna Tumhare Hoge

Mujhko Reh Reh Ke Khayal Aata Hai Lashe Se Mere..(2)

Teer Kis Tarha Nikalogi Batado Zainab (S.a.)

Apne Hatho Se Kafan Mujhko Pinha Do Zainab (S.a.) …..

Di Thi Amma Ne Jo Poshaak Wo Laa Do Zainab (S.a.)

Page 21: Mir Hasan Mir 2013 - 2014

21

Apne Hatho Se Kafan Mujhko Pinha Do Zainab (S.a.)

Mere Laashe Ki Rahegi Tumhe Pehchan Bahen

Chaak Kardo Mere Kurte Ka Girehbaan Bahen…..(2)

Koi Loote Na Ise Aisa Banado Zainab (S.a.)

Apne Hatho Se Kafan Mujhko Pinha Do Zainab (S.a.) …..

Di Thi Amma Ne Jo Poshaak Wo Laa Do Zainab (S.a.)

Apne Hatho Se Kafan Mujhko Pinha Do Zainab (S.a.)

Saamne Apne Sakina Se Utarwa Lo Gauhar

Abhi Kuch Der Me Lut Jaega Mazloom Ka Ghar…..(2)

Ye Amanat Kisi Goshe Me Chupa Lo Zainab (S.a.)

Apne Hatho Se Kafan Mujhko Pinha Do Zainab (S.a.) …..

Di Thi Amma Ne Jo Poshaak Wo Laa Do Zainab (S.a.)

Apne Hatho Se Kafan Mujhko Pinha Do Zainab (S.a.)

Bahar Aane Ko Na Khaime Se Mai Kehta Tumko

Hote Abbas (A.s.) To Takleef Na Deta Tumko….(2)

Banake Abbas (A.s.) Mujhe Zee Pe Bitha Do Zainab (S.a.)

Apne Hatho Se Kafan Mujhko Pinha Do Zainab (S.a.) …..

Di Thi Amma Ne Jo Poshaak Wo Laa Do Zainab (S.a.)

Page 22: Mir Hasan Mir 2013 - 2014

22

Apne Hatho Se Kafan Mujhko Pinha Do Zainab (S.a.)

Qaid Khane Ki Sambhalo Ye Amanat Bibi

God Me Lo Ise Mazloom Ho Rukhsat Bibi…..(2)

Mera Damannn Meri Bachi Se Chhuda Do Zainab (S.a.)

Apne Hatho Se Kafan Mujhko Pinha Do Zainab (S.a.) …..

Di Thi Amma Ne Jo Poshaak Wo Laa Do Zainab (S.a.)

Apne Hatho Se Kafan Mujhko Pinha Do Zainab (S.a.)

Jab Se Akbar (A.s.) Gae Beenai Bhi Ankho Ki Gai

Laake Dedo Ali Asghar (A.s.) Ki Nishani Koi…..(2)

Kurta Besheer Ka Ankho Se Laga Do Zainab (S.a.)

Apne Hatho Se Kafan Mujhko Pinha Do Zainab (S.a.) …..

Di Thi Amma Ne Jo Poshaak Wo Laa Do Zainab (S.a.)

Apne Hatho Se Kafan Mujhko Pinha Do Zainab (S.a.)

Ghar Se Shabbir (A.s.) Janaze Ki Tarha Se Nikle

Sab Hi Rote The Takallum Dare Khaima Pe Khade.. (2)

Sheh (A.s.) Ne Jis Dam Kaha Marne Ki Riza Do Zainab (S.a.)

Apne Hatho Se Kafan Mujhko Pinha Do Zainab (S.a.) …..

Di Thi Amma Ne Jo Poshaak Wo Laa Do Zainab (S.a.)

Page 23: Mir Hasan Mir 2013 - 2014

23

Apne Hatho Se Kafan Mujhko Pinha Do Zainab (S.a.)

Page 24: Mir Hasan Mir 2013 - 2014

24

9. Aye Muslim-E-Ghareeb

Aye Muslim-E-Ghareeb..(6)

Kar Rahi Thi Lashae Muslim Pe Ye Zahra (S.a.) Buka..(2)

Ya Ali (A.s.), Ya Ali (A.s.) Koofe Me Fir Aayi Hai Rone Sayyeda (S.a.)

Kar Rahi Thi Lashae Muslim (A.s.) Pe Ye Zahra (S.a.) Buka..(2)

Aap Par Jab Ibne Muljim Ne Kiya Sajde Me Waar

Hath Pehlu Par Rakhe Yaha Aai Thi Me Pehli Baar

Aaj Fir Us Haal Me Zahra (S.a.) Ko Hai Aana Pada

Kar Rahi Thi Lashae Muslim (A.s.) Pe Ye Zahra (S.a.) Buka..(2)

Koofe Walo Ne Ise Milkar Hai Maara Ya Ali (A.s.)

Lashae Muslim Hai Aise Para Para Ya Ali (A.s.)

Jism Hai Sara Mere Bache Ka Zakhmo Se Bhara

Kar Rahi Thi Lashae Muslim (A.s.) Pe Ye Zahra (S.a.) Buka..(2)

Kis Tarah Maine Sambhala Kis Tarah Thamba Ise

Kya Batau Mai Khadi Thi Hath Phailaye Hue

Darul Ammara Se Jab Tha Lashae Muslim (A.s.) Gira

Kar Rahi Thi Lashae Muslim (A.s.) Pe Ye Zahra (S.a.) Buka..(2)

Kuch Hi Din Me Phir Yaha Aungi Mai Roti Hui

Page 25: Mir Hasan Mir 2013 - 2014

25

Iske Bacho Par Chalegi Jab Ke Haris (L.a.) Ki Churi

Mai Sambhalungi Unhe Aakar Ruqaiyya Ki Jagah

Kar Rahi Thi Lashae Muslim (A.s.) Pe Ye Zahra (S.a.) Buka..(2)

Dushmani Ale Nabi (A.s.) Se Is Tarha Dikhlaenge

Yu Mohammad (A.s.) Aur Ibrahim (A.s.) Mare Jaenge

Naam Ka Bhi Paas Rakhenge Na Kuch Ehle Jafa

Kar Rahi Thi Lashae Muslim (A.s.) Pe Ye Zahra (S.a.) Buka..(2)

Kar Rahe Hai Zulm Ki Tafseer Ye Chehro Ke Neel

Kat Rahi Hai Aaj Jo Dar Dar Ye Aulade Aqeel (A.s.)

Hai Yaqeenan Ye Mere Bacho Se Ulfat Ki Saza

Kar Rahi Thi Lashae Muslim (A.s.) Pe Ye Zahra (S.a.) Buka..(2)

Bain The Akbar Zabane Sayyada Par Bas Yahi

Sath Zainab (S.a.) Ke Yaha Fir Mujhko Aana Hai Abhi

Shaam Tak Lejaega Koofe Se Ghum Ka Silsila

Kar Rahi Thi Lashae Muslim (A.s.) Pe Ye Zahra (S.a.) Buka..(2)

Aye Muslim-E-Ghareeb..(4)