mir hasan mir 2012

Upload: fazaileahlulbait

Post on 03-Apr-2018

235 views

Category:

Documents


0 download

TRANSCRIPT

  • 7/28/2019 Mir Hasan Mir 2012

    1/18

    1

    Mir Hasan Mir

    Manqabat 2012

  • 7/28/2019 Mir Hasan Mir 2012

    2/18

    2

    Contents

    1. Hussain (A.s.) Ki Khatir ....................................................... 3

    2.Mukhtar Zindabaad ............................................................ 5

    3. Ya Imam e Reza (A.s.) ......................................................... 7

    4.Ali (A.s.) Ali (A.s.) Bol ........................................................... 9

    5.Saki E Kausar (As.) Ki Sana ................................................ 11

    6.Jub Koi Dua Aur Na Dawa ................................................. 13

    7.Panjetan (A.s.) Ke Aastane Ki ............................................ 14

    8.Zehra (S.a.) Ke Hath Me .................................................... 16

    9.Hai Ishk E Mohammad (S.a.w.w.) Ka................................. 18

  • 7/28/2019 Mir Hasan Mir 2012

    3/18

    3

    1. Hussain (A.s.) Ki Khatir

    Hussain (A.s.), Hussain (A.s.)....4

    Shah Ast Hussain (A.s.)

    Badshah Ast Hussain (A.s.)

    Deen Ast Hussain (A.s.)

    Dee Panah Ast Hussain (A.s.)

    Sar Daad Na Daad Dast Dar Dast E yazeed (l.a.)

    Haq Ka Ke Bina E Laela Ast Hussain (A.s.)

    Hui Hai Khalq Ye Duniya, Hussain (A.s.) Ki Khatir.....3Imam-e-Asr (A.t.f.s.) Hai Zindaa Hussain (A.s.) Ki Khatir.....

    Hui Hai Khalq Ye Duniya, Hussain (A.s.) Ki Khatir.....2

    Kaha Rasul Se Rab Ne Na Sar Uthana Abhi,

    Tumhari Pusht Pe Baitha Hua Hai Ibne Ali,

    Badhado Aaj Ye Sajda.....

    Hussain (A.s.) Ki Khatir.....

    Hui Hai Khalq Ye Duniya, Hussain (A.s.) Ki Khatir.....2

    Kalam Uthaya Tha Taamire Karbala Ke Liye,

    Wagarna Jung Thi Kya Ibne Murtaza (A.s.) Ke Liye,

    Hasan (A.s.) Ne Zapt Kiya Tha.....

    Hussain (A.s.) Ki Khatir..

    Hui Hai Khalq Ye Duniya, Hussain (A.s.) Ki Khatir.....2

    Kaha Wo Noor Sarapa, Kaha Makaan Mera,Sharaf Ye Farshe Aza Se Mujhe Nasib Hua,

    Mere Ghar Aa Gayi Zehra (S.a.).....

    Hussain (A.s.) Ki Khatir.....

    Hui Hai Khalq Ye Duniya, Hussain (A.s.) Ki Khatir.....2

  • 7/28/2019 Mir Hasan Mir 2012

    4/18

    4

    Yahi Daleel Hai Ek-Dusre Se Ulfat Ki,

    Riza E Rab Ke Liye Kijiye Azadari

    Khuda Ko Kijiye Sajda.....

    Hussain (A.s.) Ki Khatir..

    Hui Hai Khalq Ye Duniya, Hussain (A.s.) Ki Khatir.....2

    Mubahile Ka Asar Karbala Me Dekh Liya

    Wahab Ki Maa Tujhe Pohche Salaam Qaim (A.t.f.s.) Ka,

    Khuda Ko De Diya Beta.....

    Hussain (A.s.) Ki Khatir.....

    Hui Hai Khalq Ye Duniya, Hussain (A.s.) Ki Khatir.....2

    Sila Hussain (A.s.) Ki Maadar Se Usko Aisa Mila,Har Ek Shaheed Ye Markad Me Kar Raha Hai Dua,

    Ke Maut Aae Dobara.....

    Hussain (A.s.) Ki Khatir..

    Hui Hai Khalq Ye Duniya, Hussain (A.s.) Ki Khatir.....2

    Hai Isliye Bhi Zaruri Juloos Me Jaana,

    Shumaar Karte Hai Abbas (A.s.) Roze Aashura,

    Ke Gharse Kaun Hai Nikla.....

    Hussain (A.s.) Ki Khatir.....

    Hui Hai Khalq Ye Duniya, Hussain (A.s.) Ki Khatir.....2

    Khuda Ka Shukr Takallum Nasib Waala Hu,

    Mai Apna Maksade Takleek Yaad Rakhta Hu,

    Hai Saans-saans Meri Ya.....

    Hussain (A.s.) Ki Khatir..

    Hui Hai Khalq Ye Duniya, Hussain (A.s.) Ki Khatir.....2

  • 7/28/2019 Mir Hasan Mir 2012

    5/18

    5

    2.Mukhtar Zindabaad

    Ya Lisaratil Hussain (A.s.) .....3

    Ya Lisaratil Hussain (A.s.) .....4Mukhtar, Mukhtar, Mukhtar Zindabaad, Mukhtar Zindabaad!

    Ai Qasr-e-Inteqaam Ke.....

    Ai Qasr-e-Inteqaam Ke Memaar Zindabaad Zindabaad Zindabaad!

    Mukhtar Zindabaad.....4

    Parcham Pe Ye Hussain (A.s.) Ke Likha Hai Bakhuda,Badla Khuda Ne Lena Hai Qatle Hussain (A.s.) Ka,

    Yaani Hai Tu Khuda Ka.....

    Yaani Hai Tu Khuda Ka Madadgaar Zindabaad Zindabaad Zindabaad!

    Mukhtar Zindabaad .....4

    Haasil Us Se Bhi Baap Ke Jaisa Kamaal Hai

    Taakat Tumhari Maalik-e-Ashtar Ka Laal Hai

    Kya Muntakhib Kia Hai.....

    Kya Muntakhib Kia Hai Alamdaar Zindabaad Zindabaad Zindabaad!

    Mukhtar Zindabaad .....4

    Cheda Nahi'n Ushe Jo Azadaar Mil Gaya

    Chhorha Nahi'n Jo Sheh Ka Gunaahagaar Mil Gaya

    Aisa Hi Hona Chahiye.....

    Aisa Hi Hona Chahiye Kirdaar Zindabaad Zindabaad Zindabaad!

    Mukhtar Zindabaad .....4

    Shimr O Umar, Tufail, Ibn-e-kahil-e-shaqi

    Ibn-e-numayr, Ibn-e-anas, Ibn-e-wajibiChun Chun Ke Tu Ne Maare.....Chun Chun Ke Tu Ne Maare Gunaahagaar Zindabaad Zindabaad

    Zindabaad!

  • 7/28/2019 Mir Hasan Mir 2012

    6/18

    6

    Mukhtar Zindabaad .....4

    Ghar Ghar Se Aa Rahi Hai Sada Ya Hussain (A.s.) Ki

    Ab Tak Sadaayen Deti Hai Kufe Ki Har Gali

    Tu Zindabaad Aur.....Tu Zindabaad Aur Teri Sarkaar Zindabaad Zindabaad Zindabaad!

    Mukhtar Zindabaad .....4

    Munsif Bhi Khud Hai Khud Hi Tu Apna Wakeel Hai

    Maasoom Ki Khushi Tere Haq Mein Daleel Hai

    Raazi Hai Tujh Se.....

    Raazi Hai Tujh Se Aabid-e-beemaar (A.s) Zindabaad Zindabaad

    Zindabaad!Mukhtar Zindabaad .....4

    Lamhe Nabi Ke Ghar Mein Kuchh Aaye Hain Chain Ke

    Chun Kar Jo Tu Ne Maare Hain Kaatil Hussain (A.s.) Ke

    Mismaar Kar Di.....

    Mismaar Kar Di Zulm Ki Deewaar Zindabaad Zindabaad Zindabaad!

    Mukhtar Zindabaad .....4

    Mukhtar Naama Haq Ki Takallum Hai Daastaan

    Khoon Mein Naha Ke Kehti Hai Kufe Ki Surkhiya'n

    Chilla Raha Hai Shaam Ka.....

    Chilla Raha Hai Shaam Ka Akhbaar Zindabaad Zindabaad Zindabaad!

    Mukhtar, Mukhtar, Mukhtar Zindabaad!

    Mukhtar, Mukhtar, Mukhtar Zindabaad!

    Ya Lisaratil Hussain (A.s.).....

  • 7/28/2019 Mir Hasan Mir 2012

    7/18

    7

    3. Ya Imam e Reza (A.s.)

    Ya Imam E Reza (A.S.)..8

    Aai Garibul Guraba (A.s.) , Aai Moinaz Zoefa (A.s.) ,

    Tujh pe Qaunain Fida, Aai Ali Moosa Reza (A.s.),

    Aai Ali Ali Ali Moosa Reza (A.s.) Jaan,

    Aai Maula Raza (A.s.) Maula Raza (A.s.) Shah E Khorashan..2

    Yeh Jaan Hai Kya.. Dono Jahan Aap Pe Qurban

    Aai Maula Raza (A.s.) Maula Raza (A.s.) Shah E Khorashan..2

    Jub Koi Thikana Nahi Milta Hai Jahan Me

    Aajate Hai Woh Aap Ke Daaman E Ama Me

    Haiwan Ho Chahe Woh Parinde Ho Ya Insan

    Aai Maula Raza (A.s.) Maula Raza (A.s.) Shah E Khorashan..2

    Naubat Yahi Kehti Hai Ke Aane Ko Hai Naubat

    Hone Ko Hai Qaiyam Tere Qaiyam (A.t.f.s.) Ki Hukumat

    Mashad Me Yehi Sham O Sahar Hota Hai Ailan

    Aai Maula Raza (A.s.) Maula Raza (A.s.) Shah E Khorashan..2

    Aai Mulk E Sakhawat Ke Shahenshan E Sakhawat

    Maine Tere Darbar Se Maangi Hai Vizarat

    Ho Mujhko Ata Midhate Haidar (A.s.) Ka Kalam Dan,

    Aai Maula Raza (A.s.) Maula Raza (A.s.) Shah E Khorashan.2

    Kya Shan Hai Wallah Mohammad (S.a.w.w.) Ke Wali Ki

    Masroof Mila Mujhko Woh Midhat Me Ali (A.s.) Ki,

    Haan Mai Ne Uthaya Tere Rauze Pe Jo QuranAai Maula Raza (A.s.) Maula Raza (A.s.) Shah E Khorashan..2

    Sub Ne Jo Khorashan Ke Raste Me Suna Hai

    Tu Ne (A.s.) Tere Baba (A.s.) Ne Tere Jad (A.s.) Ne Kaha Hai

    Hum Sub Ke Sabab Kalma E Tawheed Me Hai Jaan

  • 7/28/2019 Mir Hasan Mir 2012

    8/18

    8

    Aai Maula Raza (A.s.) Maula Raza (A.s.) Shah E Khorashan.2

    Behlool Ki Maroof Ki (A)buzar Ki Kasam Hai

    Malik Tujhe Bus Malik E Ashtar Ki Kasam Hai

    Pal Bhar Me Mujhe Banade Salman Ka SalmanAai Maula Raza (A.s.) Maula Raza (A.s.) Shah E Khorashan..2

    De Midhat e Ajdad Ka Aaka Mujhe Yu Fal

    Jistarha Se Kehlata Hai Shair Tera Debal

    Kehlane Lage Meer Bhi Yun Tera Sana Khwan

    Aai Maula Raza (A.s.) Maula Raza (A.s.) Shah E Khorashan..2

    Ya Imam E Raza (A.s.)..8

  • 7/28/2019 Mir Hasan Mir 2012

    9/18

    9

    4.Ali (A.s.) Ali (A.s.) Bol

    Ali (A.s.) MaulaAli (A.s.) Ali (A.s.) Ali (A.s.) Ali (A.s.) Bol

    Yeh Zuban Kaat Do

    Jism Jaan Kaat Do

    Midhate Murtuza Ki Sada Do Mujhe

    Zikre Shahe Najaf Se Rukunga Nahi

    Chahe Sau Baar Suli Chadha Do Mujhe

    Tukde Tukde Karo Mera Sara Badan

    Aag Rausan Karo Aur Jalado MujheJub Mere Jism Ki Rakh Baan Jaaie Na

    Jahilon Phir Hawa Me Udha Do Mujhe

    Ek Do Din Nahi Subhe Mehshar Talak

    Jis Taraf Jis Jagah Yeh Hawa Jaiengi

    Yeh Halali Mawali Ka Wada Rahi

    Ya Ali (a.s.) Ya Ali (a.s.) Ki Sada Aaiengi

    Ali (A.s.) Ali (A.s.) Ali (A.s.) Ali (A.s.) Bol.....4

    Mesam Ki Tarha Tune , Gar Hona Hai Anmol

    Ali (A.s.) Ali (A.s.) Ali (A.s.) Ali (A.s.) Bol.....4

    Khud Bigda Hua Tera Har Kaam Banaengi

    Taqdeer Tere Piche Piche Chali Aaiengi

    Dar Dar Na Laga Phere.....

    Dar Dar Na Laga Phere, Bus Khol Ke Khashkol

    Ali (A.s.) Ali (A.s.) Ali (A.s.) Ali (A.s.) Bol.....4

    Baghdad Ki Galion Me Yeh Kaisi Tijarat Hai

    Pucha Jo Zubeda Ne Kya Khuld Ki Kimat Hai

    Rukh Su E Najaf Karke.....

    Rukh Su E Najaf Karke,Kehne Laga Behlol

  • 7/28/2019 Mir Hasan Mir 2012

    10/18

    10

    Ali (A.s.) Ali (A.s.) Ali (A.s.) Ali (A.s.) Bol.....4

    Yeh Raz Koi Samajhta Nahi Nabi Ke Siva

    Mujhe Kishi Se Mohabbat Nahi Ali (A.s.) Ke Siva

    Fishar E Kabar Se Dozak Se Aur Mushkil SeKoi Bacha Nahi Sakta Ali (A.s.) Ali (A.s.) Ke Siva

    Ali (A.s.) Ali (A.s.) Ali (A.s.) Ali (A.s.) Bol.....4

    Milne Ke Liye Tujhse Aaie Hai Ter Maula

    Tu Aashik E Haider (A.s.) Kya Khauf Hai Turbat Ka

    Bole Yeh Malak Mujhse.....

    Bole Yeh Malak Mujhse Aankhen To Zara Khol

    Ali (A.s.) Ali (A.s.) Ali (A.s.) Ali (A.s.) Bol.....4

    Maula Ki Mawadat Se Maulai E Bana Ta Hai

    Aulad Ko Har Momin Bachpan Se Sikha Ta Hai

    Jub Rab Ne Zaban Di Hai.....

    Ali (A.s.) Ali (A.s.) Ali (A.s.) Ali (A.s.) Bol.....4

    Yehi Wazifa Hai Mera Yehi Tarana Hai

    Ali (A.s.) Ali (A.s.) Se Talluk Bada Purana Hai

    Zamane Maann Leh Mashwara Takallum Ka

    Munafikon Se Aqeeda Agar Bachana Hai

    Ali (A.s.) Ali (A.s.) Ali (A.s.) Ali (A.s.) Bol.....4

  • 7/28/2019 Mir Hasan Mir 2012

    11/18

    11

    5.Saki E Kausar (As.) Ki Sana

    Saheb e Zulfikar Al Madadadain.....2

    Kam Mushkil Hai To Imdada E Khuda Kardunga

    Aaj Mai Ishk Ka Tufaan Bapa Kardunga

    Karne Do Mujhe Saki E Kausar (As.) Ki Sana.....2

    Raz Allah (S.w.t.) Ki Tawheed Hai Hamraz Ali (A.s.)

    Kibriaai e Ki Dalilon Ka Hai Aagaz Ali (A.s.)

    Dil Me Dil Se Jo Nikli Hai Woh Aawaz Ali (A.s.)

    Aasma Saaz Zameen Saaz Bashar Shaaz Ali (A.s.)

    Kare Takhllek Ba Taieed E Ahad Karta Hai

    Yeh Woh Banda Hai Jo Khalik Ki Madad Karta Hai

    Karne Do Mujhe Saki E Kausar (As.) Ki Sana.....2

    Mimbar E Aalaam e Imka Ka Khateeb E Azam

    Bolta Tha To Thahar Jaate The Lamho Ke Kadam

    Mera Is Baat Pe Iman Hai Quran Ki Kasam

    Ladkhada Ta Na Jo Kamzarf Nusairi Us DamApne Hubbe daron Ko Nabio Se Badha Dete Ali (A.s.)

    Ek Ek Shaks Ko Salman Banadete Ali (A.s.)

    Karne Do Mujhe Saki E Kausar (As.) Ki Sana.....2

    Wahi Jibril Bhi Laate The Yeh Eman Hai Mera

    Is Ravish Par Bhi Zara Sochiea Aai Ahle Wila

    Aage Sidrat Ke Farishta Yeh Nahi Jaa SaktaPhir Yeh Quran Bhala Kiski Badaulat Pahucha

    Lafz Allah (S.w.t.) Maula Mere Ban Jaate The

    Jo Ali (A.s.) Kehte The Jibril Wahi Late The.

    Karne Do Mujhe Saki E Kausar (As.) Ki Sana.....2

  • 7/28/2019 Mir Hasan Mir 2012

    12/18

    12

    Jiski Marzi Hai Mukada, Woh Sikandar Hai Ali (A.s.)

    Jis Se Sadir Hue Masoom Woh Mazhar Hai Ali (A.s.)

    Jiska Mehkoom Hai Kauthar Woh Samandar Hai Ali (A.s.)

    Jo Hai Tauheed Ka Izhar Woh Mazhar Hai Ali (a.s.)Jo Bhi Parda Shabe Meraj Ka Sarka E Ga

    Usko Allah (S.w.t.) Nahi Haidar (A.s.) Hi Nazar Aaienga

    Karne Do Mujhe Saki E Kausar (As.) Ki Sana.....2

    Aai Azadaron Humein Phir Se Sambhal Na Honga

    Apne Kirdar Se Mahol Badalna Honga

    Todkar Wakt Ki Zanzeer Nikalna HongaRahe Salman Pe Eman Se Chalna Honga

    Hum Muhibbo Pe Jo Wa Zulm Ka Darwaza Hai

    Yeh Ali (A.s.) Ko Na Samajhne Ka Hi Khamyaza Hai

    Karne Do Mujhe Saki E Kausar (As.) Ki Sana.....2

    Madh E Haider (A.s.) Me Takallum Yeh Taqaiya Kaisa

    Maslehat Kaisi, Ana Kaisi, Bahana Kaisa

    Aur Wakt Ke Sath Aqeade Ko Badalna Kaisa

    Maut Aani Hai To Phir Maut Se Khatra Kaisa

    Band Yeh Ishk Ka Darwaza Nahi Kar Sakta

    Mai Ali (A.s.) Par Koi Samjhauta Nahi Karsakta

    Karne Do Mujhe Saki E Kausar (As.) Ki Sana.....2

  • 7/28/2019 Mir Hasan Mir 2012

    13/18

    13

    6.Jub Koi Dua Aur Na Dawa

    Jub Koi Dua Aur Na Dawa Kaam Karengi.....2

    Abbas (A.s.) Ke Parcham Ki Hawa Kaam KarengiJub Koi Dua Aur Na Dawa Kaam Karengi

    Aksar Yeh Ali (A.s.) Kehte The Gazi (A.s.)Ko Utha Kar.....2

    Zehra (S.a.) Ki Dua Sub Se Juda Kaam Karengi

    Jub Koi Dua Aur Na Dawa Kaam Karengi

    Ab Chand Ka Kya Kaam Raha Ghar Me Ali (A.s.) Ke.....2

    Mahe Bani Hashim Ki Zia Kaam KarengiJub Koi Dua Aur Na Dawa Kaam Karengi

    Khud Denge Shahenshan E Wafa Usko Salami.....2

    Kutch Is Tarha Fizza Ki Wafa Kaam Karengi

    Jub Koi Dua Aur Na Dawa Kaam Karengi

    Shabbir (A.s.) Ke Rauze Se Kafan Leke Chala Hun.....2

    Ab Meri Hifazat Ka Kaza Kaam Karengi

    Jub Koi Dua Aur Na Dawa Kaam Karengi

    Phir Bhi Nahi Utrenga Khadija (S.a.) Tera Karza.....2

    Din Raat Bhi Gar Khalk E Khuda Kaam Karengi

    Jub Koi Dua Aur Na Dawa Kaam Karengi

    Shabbir (A.s.) Ka Sar Hai Yeh Kahin Jhuk Nahi Sakta.....2

    Naize Ki Ani Par Bhi Ana Kaam Karengi

    Jub Koi Dua Aur Na Dawa Kaam Karengi

    Yeh Hazri E Hazrat Abbas (A.s.) Hai Sajjad.....2

    Kismat Se Ziyada Yeh Giza Kaam Karengi

    Jub Koi Dua Aur Na Dawa Kaam Karengi

  • 7/28/2019 Mir Hasan Mir 2012

    14/18

    14

    7.Panjetan (A.s.) Ke Aastane Ki

    Allah (S.w.t) Ho Allah(S.w.t.).....2

    Ya Mohammad (S.a.w.w.),Ya Ali (A.s.)

    Ya Sayeda (A.a.)

    Ya Mujtaba (A.s.)

    Ya Badshah E Karbala (A.s.)

    Ya Maula (A.s.).....

    Ya Mushkil Kusha (A.s.) .....

    Ya Ali (a.s.) Mushkil Kusha.....2

    Panjetan (A.s.) Ke Astane Ki Alag Hi Baat Hai.....2

    Sar Yahan Aakar Jhukane Ki Alag Hi Baat Hai

    Panjetan (A.s.) Ke Astane Ki Alag Hi Baat Hai.....2

    Yun To Jannat Ki Giza Khud Bhi Tabarrukh Hai Magar.....2

    Nazr E Maula (A.s.) Keh Ke Khane Ki Alahg Hi Baat Hai

    Panjetan (A.s.) Ke Astane Ki Alag Hi Baat Hai.....2

    Ishk E Haider (A.s) Ka Junoon Kehta Raha Behlol Se.....2

    Muft Me Jannat Lutane Ki Alag Hi Baat Hai

    Panjetan (A.s.) Ke Astane Ki Alag Hi Baat Hai.....2

    Baad Takbeer O Risalat Mehfil E Shabbir(A.s.) Me.....2

    Haidri Nara Laga Ne Ki Alag Hi Baat Hai

    Panjetan (A.s.) Ke Astane Ki Alag Hi Baat Hai.....2

    Ish Me Shabbir (A.s.) Takleed E Hur Karte Hue.....2

    Kashtiyan Apni Chalane Ki Alag Hi Baat Hai

    Panjetan (A.s.) Ke Astane Ki Alag Hi Baat Hai.....2

    Lakh Hum Karte Rahe Mimbar Pe Haider (A.s.) Ki Sana.....2

  • 7/28/2019 Mir Hasan Mir 2012

    15/18

    15

    Daar Se Midhat Sunane Ki Alag Hi Baat Hai

    Panjetan (A.s.) Ke Astane Ki Alag Hi Baat Hai.....2

    Yun To Har Mushkil Me Hi Aate Hai Maula (A.s.) Hai Yaken.....2

    Wakt E Aakhir Unke Aajane Ki Alag Hi Baat HaiPanjetan (A.s.) Ke Astane Ki Alag Hi Baat Hai.....2

    Barsare Kirtas Akbar Manqabat Ki Shakl Me.....2

    Khuld Ke Nakshe Banane Ki Alag Hi Baat Hai

    Panjetan (A.s.) Ke Astane Ki Alag Hi Baat Hai.....2

  • 7/28/2019 Mir Hasan Mir 2012

    16/18

    16

    8.Zehra (S.a.) Ke Hath Me

    Sayeda (S.a.), Tahera (S.a.)......6

    Kul Nazm E Qaiyanat Hai Zehra (S.a.) Ke Hath Me.....2

    Sher E Khuda (A.s.) Ka Hath Hai Zehra (S.a.) Ke Hath Me

    Kul Nazm E Qaiyanat Hai Zehra (S.a.) Ke Hath Me.....2

    Allah (S.w.t.) Ne Mangali Sare Arsh Rotiyan.....2

    Koi To Aaisi Baat Hai Zehra (S.a.) Ke Hath Me

    Kul Nazm E Qaiyanat Hai Zehra (S.a.) Ke Hath Me.....2

    Ji Dar Se Chal Raha Hai Zamane Ka Har Nizam.....2Us Ki Maashiat Hai Zehra (S.a.) Ke Hath Me

    Kul Nazm E Qaiyanat Hai Zehra (S.a.) Ke Hath Me.....2

    Beti Ko Sath Laaie Hai Is Waste Rasool (S.a.w.w.).....2

    Najraniyon Ki Maat Hai Zehra (S.a.) Ke Hath Me

    Kul Nazm E Qaiyanat Hai Zehra (S.a.) Ke Hath Me.....2

    Malik Hai Jaise Chahe Yeh Tabdiliyan Kare.....2Lau Ho Kalam Dawat Hai Zehra (S.a.) Ke Hath Me

    Kul Nazm E Qaiyanat Hai Zehra (S.a.) Ke Hath Me.....2

    Kehne Lage Hussain (A.s.) Yeh Rumal Band Kar.....2

    Jaa Hur Teri Najat Hai Zehra (S.a.) Ke Hath Me

    Kul Nazm E Qaiyanat Hai Zehra (S.a.) Ke Hath Me.....2

    Hathon Me Hath Shabbar (A.a.) O Shabbir (A.s.) Ke Nahi.....2

    Islam Ki Haiyat Hai Zehra (S.a.) Ke Hath Me

    Kul Nazm E Qaiyanat Hai Zehra (S.a.) Ke Hath Me.....2

    Kaise Mitaie Koi Aza Ki Nishaniyan .....2

    Hifz E Tabarrukat Hai Zehra (S.a.) Ke Hath Me

  • 7/28/2019 Mir Hasan Mir 2012

    17/18

    17

    Kul Nazm E Qaiyanat Hai Zehra (S.a.) Ke Hath Me.....2

    Tasbihe Fatema (S.a.) Ne Takallum Ne Bata Diya

    Har Rad E Mushkilat Hai Zehra (S.a.) Ke Hath Me

    Kul Nazm E Qaiyanat Hai Zehra (S.a.) Ke Hath Me.....2

    Sayeda (S.a.) Tahera (S.a.).....2

  • 7/28/2019 Mir Hasan Mir 2012

    18/18

    18

    9.Hai Ishk E Mohammad (S.a.w.w.) KaHai Ishk E Mohammad (S.a.w.w.) Ka Dastoor Juda Jaana.....2

    Jeene Ki Alamat Hai Sarkar Pe Mar Jaana

    Hai Ishk E Mohammad (S.a.w.w.) Ka Dastoor Juda Jaana

    Tai Kar Ke Yeh Nikla Hai Ghar Se Koi Deewana.....2

    Is Baar Madine Se Wapas Hi Nahi Aana

    Jibril Se Bhi Aage Pohuche Hai Shab E Asrar.....2

    Kaam Aagaya Zarron Ka Kadmon Se Lipat Jaana

    Jaa Poch Le Adam (A.s.) Se Mitti Hai Kharab Uski.....2

    Jis Ne Bhi Mohammad (S.a.w.w.) Ko Apna Sa Bashar Jana

    Salman Ka Shaida Hun Behlol Ka Aashik Hun.....2

    Kehti Hai Mujhe Dunia Deewano Ka Deewana

    Har Roz Hi Hoti Hai Aaqa Ki Sana Akbar.....2

    Har Roz Hi Hota Hai Jannat Me Mera Jaana

    Hai Ish E Mohammad (A.a.w.w.) Dastoor Juda Jaana.....