deepak kumar deep - poems - poem hunter · pdf filenach raha jangal me mor. nache gayen jitna...

37
Poetry Series Deepak Kumar deep - poems - Publication Date: 2011 Publisher: Poemhunter.com - The World's Poetry Archive

Upload: phungnhan

Post on 06-Feb-2018

383 views

Category:

Documents


9 download

TRANSCRIPT

Poetry Series

Deepak Kumar deep- poems -

Publication Date: 2011

Publisher:Poemhunter.com - The World's Poetry Archive

Deepak Kumar deep() Kuch bhi bano mubarik hai par pahle insan bano. Nirankari Baba Hardev Singh ji maharajTo know more about the Sant Nirankari Mission Deepak Kumar 'deep'Editor, Singer, Writer,

1www.PoemHunter.com - The World's Poetry Archive

Aise Hain Anna Hamare... Khuskismat hain hum saremile hame jo Anna HazareSath do milkar duniya walonPakar inke Har ek ishaare Khuskismat hain hum saremile hame jo Anna Hazare Diya hai maa ne ratna hameJo sabki aankhon ke hain tareDesh ki khatir jee rahe joAise hain Annaa hamare Khuskismat hain hum saremile hame jo Anna Hazare Hoga khatam ab bhrastacharAnna ki ye har saans PukareSwarg sa sunder bane ye deshkhushiyon ke hon har or nazare Khuskismat hain hum saremile hame jo Anna Hazare Ishwar do sadbudhhi sabkoKarte gunah kyon itne sareRukhsat hoge duniya se “deep’’Hoga na kuch sath tumhare Khuskismat hain hum saremile hame jo Anna Hazare Deepak Kumar deep

2www.PoemHunter.com - The World's Poetry Archive

Awareness Poem In Hindi By Deepak Kumar Deep Sadiyon se khamosh ye dhartiPata dhoondh rahi hai insanon kaKash! Kahin koi mil jayeKya shahar hai ye veerano ka?Dhadhak rahen hai dil par hoth hain bandIltaza hai kuch kahne kiPar! sari nakam koshishMai chala gaya tha mudon ke shahar meThe naam wahan gude huwe sunhare patthron par Wo bebas the, chilla rahe the,Ro rahe the apni lachari parZuban na thepaas unke, kuch kahne koKyonki wo bebas the lachar the……Jane laga jab wahan se mainPukar rahi thi wo sari lashen mugheChilla chilla kar kar kah rahi thi-Mat banna aise, jaise the mere karmYaad kar un baton ko, aati mughe abs harmBanna tha jab narm mughe, huwa main narmAndhvishwashon me ghira tha mera apna dharm…. Jao jakar bata do unkoMeri tarah hi unka hoga haalMaine ta umernahi ki bhakti, sirf kiya dikhawaJo bana aaj ka sawalMaine apna waqut gawaya, duniyawi such ko pane meShareer ko sajane me,Imarte banana me,Danga fasad karne karane mePar zara bhi na diya dhyanManav jeevan sawarne me. Murakhta aur pagalpan ki bhi had hoti haiMaine samay ke satguru ko nahi pahchanaSirf libas dekha, shaklon par dhokha khakarHar yug me maine mara taana.

3www.PoemHunter.com - The World's Poetry Archive

Main bhi kitna badnaseeb thaManjeel mere karib thaPhir bhi daud raha tha paglon ki tarahWo waqut bhi kaisa ajeeb tha.Khair! Min to apne kiye ki bhugat raha hoonPar jao jakar kahna un ghamandi, ahankari, papai,durachari, anachari, Vyabhichari, atyachari logon se Kyon kar raha hai apne aap se gaddaari.Kar le apne aapki pahchanKaun hai tu? Kya hai tera asthan?Mat kar mat kar itna abhimanJana padega ek din shamshanJag me rahegi ek dastaanAur bhul jayenge tughe naadanMubarik hai tera achha khan paanNeend se apne jag re InsaanMain bhi teri hi tarah hi nadani kar baithaPar tun na kar!Ja satguru ki sharanKar de apne aapko arpanFir dekh! Tu yahan nahi aayegaAur na hi churashi me jayegaTun to seedha rab me mil jayegaTera jeevan saphal ho jayegaJakar mil le NIRANKARI BABA JI SEJo mufat me baat rahen hain gyanIss gyan ko pakarSewa simran satsang karkeBhakti Ki dritha pa lePhir dekh! Tu bhi Ram, Krishna, GurunanakKabir, Tulsi, Hanuman ki tarah amar ho jayega Jakar dekh satguru “deep” jala raha haiAndhera mita raha haiSavera la raha haiTub hi jag ja, jag ja Deepak Kumar deep

4www.PoemHunter.com - The World's Poetry Archive

Basant Ritu In Hindi By Deepak Kumar Deep Man me jab hariyali aayi,phoolon ne jab gandh udai.bhagi thandhi der saber,ab basant ritu hai aayi. Koyal gati ku hu ku,bhauren karte hain gunjar.rang birangi rango wali,titliyo ki mauj bahar. Bag me hai chidhiyon ka shor,nach raha jangal me mor.nache gayen jitna par,dil mange once more. Nadiyon ne nay geet sunaye,badal ne hai dhol bajaya.sanan sanan pawan chali,amber bhi thoda muskaya. Hothon pe muskan sajakar,masti me ras prem ka gholen.''deep'' basant sikhata hamko,kisi se na kadhwa bolen. ''poet''Deepak kumar ''deep''This Poem has been published Copy right issue in Nirankari magazine ' HastiDuniyan'' on Mar 2011 Deepak Kumar deep

5www.PoemHunter.com - The World's Poetry Archive

Birthday Poem Rafta rafta zindagi ki shaam yun hi dhal rahi haiHar subah ek nai kiran jeevan me rang bhar rahi haiChoti si khwahis hai jeevan me kuch karne kiPar waqut ne diya hai har baar ye dhokhaYa khuda mughe is mukam par pahucha deKi har waqut main logon ka pyar pata rahunMile hain mughe jo kimti ye pal jeevan keInhe mai sambhl kar rakh paunKaash ye jeevan yun hi khushiyon bhara hoHar baar main is nayaab- ae- Janam din ko mana paunPure harsho ullash ke sathMughe wo tauphik bakasha de khuda,Ki main hamesha aage badhunDuwa karta hun…Khuda aapko Itni uchaiyon pe pahuchayeKi Har gam zindagi se dur hota chala jayeMain duwa karunga har waqut aapke liye Deepak Kumar deep

6www.PoemHunter.com - The World's Poetry Archive

Chiragh-E-Muhabbat Ghazal Halaat badalne lage hain unhe dekh karKhushi ab chhupaye chhupai na jati Batein hain dilon ki, badi hi puraniJo har ek mehfil mein sunai na jati Hai kashish Jo Tum mein woh aur kahanTeri yadein iss dil se bhulai na jati Chiragh-e-muhabbat yun hi jalaye rakhnaYeh woh roshni hai jo bujhai na jati Parwah na kar zamane ki kar de izhhar ‘deep'Yeh aag dil mein ab dabai na jati Written byDeepak kumar deep29.11.2012 Deepak Kumar deep

7www.PoemHunter.com - The World's Poetry Archive

Chitke Pyare Taare In Hindi By Deepak Kumar Deep Neele neele amber par,chitke pyare taare hain..Suraj ki kirno se,chamakte ye saare hain.. kabhi ladhte n ghagarte ye,milkar sare rahte hain....door door tak dhara pe,ujiyara ye karte hain....... shwet dhawal prakesh se apne,bhoole pathik ko raah dikhate..karo nishwarth sewa sabki,''deep'' paath yahi padhte....... ''Poet''deepak kumar ''deep''Video EditorRenukoot, sonbhadra23-11-08 Deepak Kumar deep

8www.PoemHunter.com - The World's Poetry Archive

Desh Ki Khatir Bhadta hi ja raha hai KarwanAazadi ke Deewano kaKya khoob nazara haiShamma ke Parwano ka Ched diya hai jung dusraBhrashtachar ki khatirNahi chodna hai unkoHo chahe jitney bhi Shatir Kin Shabdon me tariff karundesh hamara bada kimtiIsko hame nahi hai khonameri yahi hai tumse Vinti Jaago zara neend se apneDesh ko har haal me bachana haiHamari khatir lad rahe joHame unka sath nibhana hai Sone ki chidiyon wala deshAaj mahangai ke hanthon mar rahaCorruption bhi badha hai itnaSab kuch hi khona pad raha Lokpal bill ko lana haiBhrashtachar mitana haiSabhi ko rojgar dilakarBerozgari ko hatana hai. Gar Khatam huwa bhrashtacharKhushiyan aayengi besumarJhel rahe jo mahangai ki maar“Deep” sawarega ghar sansar. PoetDeepak Kumar 'deep'

9www.PoemHunter.com - The World's Poetry Archive

16-09-2011 Deepak Kumar deep

10www.PoemHunter.com - The World's Poetry Archive

Diwali Poem, Diwali Ke Is Tyohar Ko Raam prabhu jab van se aayeAyodhyavasi khusi manayeSaji Ayodhya dulhan jaisiSabne ghar me diye jalaye. Tab se mana raha har koi Diwali ke is tyohar ko Jeet huwi hai sach ki hardam Sandesh hai ye sansaar ko Thaal saje hain deepon seHathon me phulon ki malaDeep se deep jale chaun orrDoor andhera huwa uzzla. Rang birange balbon se hi Saja huwa hai har ek aangan Main nahi kahta kahte sare Parav hai kitna ye manbhawan. Amber me bhi chamke tareRocket jo aakash me jateWo bhi khud ko rok na pateDekhne ko wo zami pea ate. Kitni sunder hai ye dhartiPar pradhushan ne kiya praharDeewali me jalte patakhe lakhonJo karte watavaran ko bekar. Pran Karen is diwali parNahi chuvenge koi bomHamari dharti bachi raheTute na insano ka dum. Khao khub, khilao khubHar insan ko gale lagayen‘deep’ Mubarak deta sabkoMilkar ye tyohar manayen.

11www.PoemHunter.com - The World's Poetry Archive

Deepak Kumar deep

12www.PoemHunter.com - The World's Poetry Archive

Gazal Badi Ajeeb Hai Ye Zindagi In Hindi By DeepakKumar Deep Badi ajeeb hai ye zindagi,khushi ek pal ke liyedukh verson baras ke liyekoi sukh chahta hai is jeevan meto usse dukhon ki bhari bori hi mil jati haijahan foolon ke milne ki aaasha haiwahan katon ki sej bich jati haiBadi ajeeb hai ye zindagi..................... Kuch satya kuch ghoothKabhi aasha kabhi nirashakabhi sawpno ko pane ki lalasainhi me ulagh kar rah gayi hai zindagiBadi ajeeb hai hai ye zindagi................ Kabhi jati kabhi varnKabhi bhasha kabhi dharmviwadoke ghere me hai aaj ki sanskritikaise kahen, kya yahi hai zindagi?badi ajeeb hai ye zindagi........... Pyar doge pyar milegasatkar doge samman milegamehanat se har chij hai sambhavkam se chori hai dukh ka anubhavham jaisa hain sochte nahi hai aisi zindagi?fier bhi log kahte hain,badi ajeeb hai ye zindagi............. Manav jeevan ek baar hai mitanahi milta hai barambarhar manav se pyar karennafrat ko de dutkarKrodha chod dhairya apnayenpaap chod punya kamayenye dharti hai dharam kijitni marji fasal ugayen

13www.PoemHunter.com - The World's Poetry Archive

Ek baar yatan kar dekhen-Hai khusnasheeb ye zindaginahi hai ajeeb ye zindagifir bhi log kahte hai,badi ajeeb hai ye zindagi......... Deepak Kumar deep

14www.PoemHunter.com - The World's Poetry Archive

Gazal Haal-E-Dil By Deepak Kumar Deep Gazal: - Haal-e-Dil Haal-e-dil apna gairon se sunaya na karoDard hai gar dil mein, chhupaya na karo hain sabhi gair yahan apna na koi yaar hai,Bewajah rishte yahan banaya naa kao Mumkin nahi hai rah me sabko sambhalna,Gar uthha sakte nahi giraya naa karo Aankhon me chubhti hai duniya ki khushi kyun,Aise kisi jazbaat se sataya naa karo Shukra hai khuda ka jo nawaza hai issi ne,Heere rahmaton ke gawayan naa karo Daman bhara hai isne(Khuda) mere mangne se pahle,Deep ispe tohmat bewajah lagaya naa karo Hard Word's- Nawaza- Kabil, Layak(Bestow or Confer) Rahmaton- Kripa(Grace) Tohmat- Lanchhan(Blame) Written By Deepak Kumar 'deep'EditorNew Delhi10.10.2012 Deepak Kumar deep

15www.PoemHunter.com - The World's Poetry Archive

Gazal- Manavta ब ु ल ं द ह ै ंइ र ा द े द ु श् म न ी क े आ ज ,क ै स े ब न ा ये र ि श ् त े दो स ् त ी क े आज ..... ह ि ं स ा ह व सम े ं ह ै भ ू खद ौ ल त क ी ,म क स द ब न ग एह ै ं ज ़ ि न ्द ग ी क े आ ज .... क ा र े -ख़ ै र दे ख े न ह ी आ बग ी न ो ं म े ं ,य े स ल ि क ा है न ह ी ब ं द गी क े आ ज .... श क ल स ू र त मे ं ''म ा न व त ा ''न ह ी श ा य द ,प र ि भ ा ष ा है न ह ी य े आ दम ी क े आ ज ... न फ़ र त भ र े दि ल म े ं ग ़ रज ल ा ''द ी प '' न ही ,ह ो स क ा न ा प् य ा र इ स ् सी क म ी क े आ ज .... ल े ख क

16www.PoemHunter.com - The World's Poetry Archive

द ी प क क ु म ार ''द ी प ''१ १ -० ४ -09 Deepak Kumar deep

17www.PoemHunter.com - The World's Poetry Archive

Gazal-Muskurate Rahiye Zindagi mili hai muskurate rahiye,kaam dukh dard me, aate rahiye.. Aakhon me na aason aayen kisi ke,hasen aur sabko hasante rahiye.... shool na bichaye rahon me kisi ke,phool hi rahon me bichhte rahiye.... vair nafrat ko ab aao door karen,pyar hi dil me basate rahiye............. andhera khud hi mit jayega,''deep'' jag me jalate rahiye............... ''Writer''Deepak kumar''deep''This Gazal has been Published Copy right issue Nirankari Mazagine 'Ek Nazar' onFeb 2007 Deepak Kumar deep

18www.PoemHunter.com - The World's Poetry Archive

Holi Poem Sara Ra Ra Holi Hai Sara ra ra Holi haiBaat yahi batayenge humDaud daud kar bhag bhag karSabko rang lagayenge hum. Koi bachga na humseNar ho chahe naariRango ka godam pas meAur rango se bhari pichkari. Meethe meethe pakwan khilakarApna harsh prakat kar payenVair virodh ko rakhen doorSabko apne gale lagayen. Dhol majeera ki madhur taal parKhub ghoome nachen gayenDeep bhula ke bhed bhaw koPyar se ye tyohar manayen. Deepak Kumar deep

19www.PoemHunter.com - The World's Poetry Archive

Humanity Poem In Hindi By Deepak Kumar Deep Aasman me sitaron kokisi se ladte dekha hai?kya suraj chanda taaron koraushni sene se adhte dekha hai. Kya kabhi shikayat ki hai hawa neki mai muft me kyon bahunnadee ke sheetal jal se poochokya kabhi inkar kiya usneapna jal dene se.. Pashu pakshai bhi apne anusarsewa jagat ki kare hainpedh paudhe sabhi ke liye haidhoof, chon, hawaverna, jaati, dekh nahi dete.. Kintu,ye insan hi aisa kyonapni khudgarj lalsaon ki khatirdusron ka sukh chain cheen raha''Manavta'' sabad ki to isnehinsha hi kar dali hai.Aakhir kyon hai aisa insan. Ham bhi apne aham ko tyagenaur manavta apnayenjitna ho ham sabse,par sewa se punya kamayenladen na ham baat baat parprem se har baat sulghayenjab ek prabhu ke balak hain hamfir kaisa hai ghagdachod ninda nafrat kohar manav ko gale lagayen chote baden ki baaten abrahne hi den kitabon mesaccha pyar karke sabse

20www.PoemHunter.com - The World's Poetry Archive

is jeevan ko safal banayen. Aakhir kyon ke is sawal koye jahan kyon duhrayeaisi karni bane hamari,'deep' jag me ujiyara ho jaye... Deepak Kumar deep

21www.PoemHunter.com - The World's Poetry Archive

Humanity Poem- Manavta Ki Khatir Rog laga hai har manav ko, main bada hoon tumse pyareTu tu may may ki issi aag me, jal rahen hain ye sarePyar nahi hai dilon me apne, Lagate Vishva-bandhutva ken areSeekhen zara prakriti se bhi, jo milkar rahte chand sitareGar ghukaden apne aapko to, mit jayenge ghagde sareGair nahi koi vair nahi hai, sab hain apne mit hamare Manav me manavta na ho, to insaan ki kaam kaAisa manav chalti phirti lash hai, aur lash hai kis kaam kaDhairya, kashma, karuna nahi to, vidya ka gyan kis kaam kaBistar hai par neend nahi, wo saaman hai kis kaam kaDhan se hai bharpur par shanti nahi, aisa dhan kis kaam kaDuniya jise such kahti hai, wo such hai kis kaam ka Tarraki kar li insano ne, gyan aur vigyaan seVhed dala antrikash ko bhi, roket wayun seMuch pe baten badi badi, par dil abhi pashan seHaasil sab kuch kar liya par, bach na sake abhiman seManav me manavta hogi to sirf guru ke gyan se“Deep” milegi mukti to bas, rab ki hi pahchan se Deepak Kumar deep

22www.PoemHunter.com - The World's Poetry Archive

Jago Huwa Savera Jago bachho huwa saveraaalas me na samay gawaonuath jaldi subah saveresaare sukh sahaj hi paoo.... Subah jo jaldi uathta haiswastha wo hardam rahta haiaalas jo bhi kartawo khud ko dukh se bharta hai... Subah uath vyyayaam karoadhoore sare kaam karoparishram se jab thak jaaothodhi der aaram karo.................. gyan ka deepak jala kardoor karo agayan andhera'deep'' sabse yahi hai kahtajago jago huwa savera..................... ''Poet''Deepak kumar ''deep''[This poem has been Published on Copy right Nirankari Magazines 'Hasti Duniyan'on December 2008] Deepak Kumar deep

23www.PoemHunter.com - The World's Poetry Archive

Kaise Banayen Riste </>Gazal- Kaise banayen riste Buland hain irade dushmani ke aajKaise banaye rishte dosti ke aaj Hinsa hawas me, hai bhukh daulat kiMaksad ban gaye hain, Zindagi ke aaj Kare- khair dekhe nahi aabgeenon meYe salika hai nahi bandage ke aaj Shkal surat me Manavta nahi shyadParibhasha hai nahi aadmi ke aaj Nafrat bhare dil me, jab “deep” jala nahiPyar ho saka na issi kami ke aaj WriterDeepak kumar deepEditor, Singer, Writer20-07-07 Deepak Kumar deep

24www.PoemHunter.com - The World's Poetry Archive

Khilauna Pyara Pyara Maa mughko chahiye,aasmaan ka ek taara..ghat se lakar de do mughko,khilauna pyara pyara.. Maa boli bete se apne,kaise laungi mai usko..yahan nahi wo door bahut hai,khilauna kahta hai tu jisko.. Bachha rone laga chillane,meri mang poori ho............ek dana nahi khaunga,chahe halwa poori ho.......... Ab to maa hairan ho gayi,ghat thali me paani laya.....khilauna apne paas dekh,bachha khub muskuraya... Mil gaya bete ko mere,khilauna usne jo mangwaya....''deep'' sunakar lori maa ne,bete ko bhar neend sulaya...... Deepak Kumar deep

25www.PoemHunter.com - The World's Poetry Archive

New Year Poem In Hindi By Deepak Kumar Deep Aman chain ki pawan chale aurDharti par khushihali aayeKhila rahe yun har ek gulshanKali koi na murjha paye. Shans len saken sabhi chain kiGamon ke badal na mandrayenabhishap bane na karm hamaraChhod paap ko punya kamayen. milkar rahenge hum sab sarepal! chahe jaisa bhi aayeGhreena vair aur Nafrat taj keHriday me bhi prem basayen. Sath na jana kuch bhi yaronMahal ho jitna aalishansada raha na koi yahan parrank ho chahe ya sultan. Maut to hai ek kadwi golijo sabhi ko khani padti hailagta suna sara jahan firkyon vyarth me jhagda karti hai. apne ban jate hain beganeJinhe bhi apna kahte hainbhul ke gum wo maut ka teregiddha, bhangdha karte hain. naye saal me nayi umang hona tangdily badhaali aayeBhare rahen bhandare sabkeSabhi diwali eid manayen. Na ho koi aatanki hamlaapne hon ya hon beganechaman na uzade kisi ke ghar kagayen khushi ke sabhi tarane.

26www.PoemHunter.com - The World's Poetry Archive

Tajke dooree dilon se apnemanavta ka farz nibhayen.'deep'bhulakar bhed bhav koSabhi ko apne gale lagayen.HAPPY NEW YEAR-2012 Deepak Kumar deep

27www.PoemHunter.com - The World's Poetry Archive

New Year Poem- Saal Naya Ho Deepak Kumar Deep Is duniyan ki reet puranibaad subah ke hoti shaamrang birangi is duniyan kahona ek din kam tamam. Suraj chanda sabhi hain badlebadle dharti aur aasmanJisam hain badle rab na badlaissi ko kahte hain bhagwan. Prabhu amar aur avinashiIska kabhi bhi nash na hotaIssi se raushan duniyan sariBin iske prakash na hota. karwat li hai waqut ne jab jabSatyug, treta dwapar aayahar yug me ye rup badltajaisa jab bhi samay hai aaya. ho laddu kitna bhi teddapar hum aam usse na kahte hainjab raam ek hai is duniya kafir bhram me hum kyon rahte hain. Apne bhi badal hain jaatejab saya dukh ka aata hainirasha, dukh, takleef mebas ye hi sath nibhata hai. failao daman issi ke aagesab issi ke mang ke khate hainpar murakh aur agyani logkha ke iska isko aankh dikhte hain. satguru pura rab dikhlatahar yug me ye aata haiaaj bhi aaya ban hardevaur gyan uzzala failata hai.

28www.PoemHunter.com - The World's Poetry Archive

Aao satguru ke charnon meye hi rab dikhlayegabhed tughe jo raam khuda meuska bharam mitayega. saal naya ho sabkikhatiruzzawal aur mangalkaribhukh garibi na ho kahi pedeep, sukhi ho duniya sari. HAPPY NEW YEAR-2012 Deepak Kumar deep

29www.PoemHunter.com - The World's Poetry Archive

Poem On Indian Classicl Music Dhun jab dil se nikar karHothon par aa jate hainWo bol bol rahte nahiFir Sangeet ban jaate hain Kala, nritya Sahitya premSangeet ke ye ang hainPop gazal bhav SangeetGane kea lag dhang hain Lay taal aur bandishSusangeet ki pahchan haiSaralta samrasta seBadti iski shaan hai Shashtriya sangeet lupt ho rahaAao iski chat jagayen“Deep” Raphi Kishore bankerBhartiya Sangeet ki garima badhayen. Deepak Kumar deep

30www.PoemHunter.com - The World's Poetry Archive

Prem Ka Bandana By Deepak Kumar Deep ????? ???? ???? ????? ?? ????? ?? ????????? ???? ???? ?? ?? ?????? ???, ????? ?? ??? ??????? ???? ?? ???? ????? ??? ???-??? ???? ?????? ???? ????? ??? ? ?????? ???? ????? ???? ???? ??????? ???? ???? ?? ????????? ???? ??????? ?? ???? ????? ????? ??? ???? ???? ??????? ???? ????? ???? ?? ???? ??????? ??????? ????? ?? ????? ????? ???? '???' ???-????? ??? ?????? ????? ?????? ???? ???? ????? '???'10.08.2014 Deepak Kumar deep

31www.PoemHunter.com - The World's Poetry Archive

Shikshak Hamesha Yahi Sikhate By Deepak KumarDeep jeevan ki aadharshilahoti guru ke hathon meunke vachno ko apnaloRaaz hai unki baton me mata, pita aur guru hisacche mitra hote haininka aadar jo na kartewo jeevan baji khote hain Galti par shikashak jab marebura kabhi na manowo chahe tum bano medhavibas achha banne ki thano Shikshak hamesha yahi sikhateMehnat se har ek kaam karomuskil kuch bhi nahi duniya mePad likh kar sabka naam karo Chahe jis mukam par jao pahunchApne teacher ko na jana bhoolbanegi Inse hi kismat ki rekhaBas bankar rahna charno ki dhool 'deep' naman hai aise teacher koBhagya hamara Jinhone sawaraunki badaulat hain aaj kuch humaur hum jee rahe jeevan nyara Deepak Kumar deep

32www.PoemHunter.com - The World's Poetry Archive

Sun Ke Boli Koyal Ki kukuhu, kuhuku karti koyal,Geet madhur ye gati......Apni sureeli aawaj se,Sabke man bha jati................. Sun ke boli koyal ki,Ghar bante meethe pakwan..Sabko ye lagti pyari,sab karte uska samman......... Nahi lagte paise koi,Meethe bol bolne ko...............Koyal hame yahi sikhati,Bolne se pahle tolne ko.......... Sabse pyari pakshayi koyal,Jahan kahi bhi jaati hai........Man ghoomne lagta hai,''deep'' prem jab barsati hai... ''Poet''Deepak kumar ''deep''This poem has been Published Copy right issue in Nirankari Magazine ' HastiDuniyan' on 2009 Deepak Kumar deep

33www.PoemHunter.com - The World's Poetry Archive

Tree Plantation Ped Lagayen, Paryawaran Bachayen Vrikash paryawaran ki shan hainVrikashon ko na katen humPed lagayen, paryawaran bachyenVrikash hamari jaan hain. Vrikash lagana acchi baat haiPar Vrikash ki rakasha bhi KarenApne swarth ki khatirPed kaatna galat baat hai. Ped pradushan se hame bachtePed hi barish late hainPed hi sunder fal hain deteAur hamari sehat banate. Ped hamari khatir jeeteKitna bada hai unka upkarKhud sahkar dhoop aur toofanDete hame thandi bayar(Hawa) . Vrikash hamare bade kimtiInhe yun hi na barbad Karen“Deep” eke k ped lagakarGhar apna aabaad Karen. Deepak Kumar deep

34www.PoemHunter.com - The World's Poetry Archive

Veer Kahlate Jo kewal kahte nahi kar dikhlate, wo hi sachhe veer kahlateMar kar bhi jo vachan nibhate, wo hi sachhe veer kahlate Zindagi gar apne liye jiya to kya jiyaJo dujon ki khatir mar jate, wo hi sachhe veer kahlate Mumkin hai rahon me katen bichanaJo rahon me phool bichhate, wo hi sachhe veer kahlate Aag lagana ghar jalana hai aasanJo ughde ghar hai basate, wo hi sachhe veer kahlate tan man ki Apne parwah na karkeJo rahon se hatate kante, wo hi sachhe veer kahlate Hon lakh badhaye jeevan me garRahte sada jo muskurate, wo hi sachhe veer kahlate Yun to marte roz hazaron parVatan ki khatir jo mit jate, wo hi sachhe veer kahlate Koi sataye lakhon unkoJo uff bhi nahi kar pate, wo hi sachhe veer kahlate ‘Deep’ naman hai aise veeron koJo jag me har bar na aate, wo hi sachhe veer kahlate Deepak Kumar deep

35www.PoemHunter.com - The World's Poetry Archive

Wo Bharat Hame Jaan Se Pyara Bahti jahan gyan ki dharawo bharat hame jaan se pyaraseeta ram ki dharti hai joaisa bharat desh hamara Hai bharat ki shaan tirangaisse na ghukne denge hamveeron ki kurbani kovartha na jane denge ham Na jaati na bhasha dekhasabko apna meet banayaho bangladesh ya pakistanhamne sabko gale lagaya di sharan hamne sabkojab koi hai sankat aayabhookhe rahkar bhi hamnepadhosee ko khana khilaya bharat ma ke sewak hain hammaa ki raksha ham karengeburi neeyat se jo dekhega''deep'' uska anta karenge Deepak Kumar deep

36www.PoemHunter.com - The World's Poetry Archive